SEARCH RESULTS
Showing search results for "نکھری"
Ghazal MATCHES FOR "نکھری"
Ghazal
nikhrii hu.ii bahaar me.n chhaale hai.n KHuu.n-chakaa.n
apne qadam se qismat-e-sahraa badal ga.ii
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
ye nayaa saal hai nikhrii hu.ii fikro.n kaa amii.n
yahii sarmaaya yahii ganj-e-garaa.n hai ai dost
Zubaida Tahseen
Ghazal
achchhaa hu.aa ki aarzuu puurii nahii.n hu.ii
nikhrii hamaarii KHvaahishe.n apnii qazaa ke baad
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
mausiiqiyo.n kii chaa.ndnii nikhrii hai lafz lafz
ye ishrat-e-KHayaal tumhe.n kaun de gayaa
Qaisar Qalandar
Ghazal
chaa.ndnii barsaat kii nikhrii hai chaltii hai 'nasiim'
aaj to lillaah ye inkaar rahne diijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
Jameeluddin Qadri
Ghazal
shaane pe bikhere hu.e nikhrii hu.ii zulfe.n
barsii bhii to ghanghor ajab hai ye ghaTaa bhii
Syed Hamid
Ghazal
'sadaf' ik umr ke baad aaj ham dil khol kar ro.e
zamaana ho chalaa thaa dil ko ye nikhrii fazaa dekhe
Shaida Sadaf
Ghazal
raavii kii shaam sindh kii nikhrii hu.ii sahar
kaam aa sake to un ko mirii zindagii lage
Qaisar Abbas
Ghazal
hai pahan.nii KHaak kii nikhrii qabaa ik din 'shaGaf'
aaKHirii din kaa abhii se dekhiye saamaan huu.n
Parveen Shaghaf
Ghazal
baa-hosh jalvato.n me.n sarmast KHalvato.n me.n
nikhrii supurdagii thii pur-kaif qurbato.n kii
Krishn Murari
Ghazal
Sarosh Lucknowi
Ghazal
Sarosh Lucknowi
Ghazal
KHalvato.n kii guftuguu me.n jalvato.n ke ruup me.n
nikhrii nikhrii sii lage hai soch kii doshiizgii