SEARCH RESULTS
Showing search results for "نیت_خالص"
Ghazal MATCHES FOR "نیت_خالص"
Ghazal
allaah de jo niyyat-e-KHaalis huzuur-e-qalb
phir arsh sajda-gaah hai kursii hai jaa-namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
pahle ham niiyat-e-KHaalis se vazuu to kar le.n
Thahar ai KHaak Thahar paak hai daamaa.n un kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
bhuuk taKHliiq kaa talent ba.Dhaa detii hai
peT KHaalii ho to ham sher nayaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
dekhaa hai daam-o-daana kaa dastuur yaa.n nayaa
KHaal-e-zaqan hii turra-e-pur-pech-o-KHam se duur
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
udaasiyo.n kaa nayaa marhala banaate hu.e
tumhaare paas mai.n poh.nchaa KHalaa banaate hu.e
Khalid Azad
Ghazal
ma.azarat yaar nayaa ishq nahii.n ho saktaa
dil mayassar hai na siine kii jagah KHaalii hai
Azad Husain Azad
Ghazal
Sadiq
Ghazal
kaun hai nek kaun bad hai yahaa.n
kis ke haatho.n me.n ye sanad hai yahaa.n
Tasleem Ilahi Zulfi
Ghazal
ai sabaa ab tuu yahaa.n ko.ii nayaa phuul khilaa
ek muddat se hai daamaan-e-Gazal-KHvaa.n KHaalii
Ghalib Ahmad
Ghazal
azal the hai muje KHuubaa.n suu.n iKHlaas
abad lag muj hai mahbuubaa.n suu.n iKHlaas
Quli Qutub Shah
Ghazal
zaat me.n maujuud maujo.n kii ravaanii se uThaa
zindagii kaa lutf tarz-e-zindagaanii se uThaa