SEARCH RESULTS
Showing search results for "نیل"
Ghazal MATCHES FOR "نیل"
Ghazal
rahegaa raavii o niil o furaat me.n kab tak
tiraa safiina ki hai bahr-e-be-karaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kisii ko raasta de de.n kisii ko paanii na de.n
kahii.n pe niil kahii.n par furaat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
naaKHun ba.Dhe hu.e hai.n mire mujh se kar hazar
ye jaa ke dekh nail-cutter kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
vaqt ke tiir to siine pe sambhaale ham ne
aur jo niil pa.De hai.n tirii guftaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
vo ek jhiil thii shaffaaf niil paanii kii
aur us me.n Duub ko KHud ko nikhaar aa.e ham
Azhar Iqbal
Ghazal
yuu.n bahaar aa.ii hai is baar ki jaise qaasid
kuucha-e-yaar se be-nail-e-maraam aataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sone kii gaa.e kii qasam aur ruud-e-niil kii
fir'aun kii qasam tujhe haamaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
merii rago.n ke niil se ma.aluum kiijiye
apnii tarah kaa ek hii zahr-aafrii.n huu.n mai.n