SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرسا"
Ghazal MATCHES FOR "پرسا"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jii bhar ke dil kii maut pe rone diyaa use
pursaa diyaa na sabr kii talqiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Gaar se niklii hu.ii raushnii pursa to kar
aa mujhe dekh huu.n biimaar nahii.n dekhtaa mai.n
Inaam azmi
Ghazal
nikal ke tuu mahal se roz pursaa de sakegii
ye qatl-e-aam to hai roz kaa ma.amuul malika
Komal Joya
Ghazal
aa.o is pyaar ko ham aaKHirii pursa de de.n
is tarah chho.D ke jaanaa to buraa lagtaa hai
Suhail Sani
Ghazal
Gam-e-shikast manaa.uu.n ki in ko pursa duu.n
hazaar hausle TuuTe hai.n merii maat ke saath
Sajid Raheem
Ghazal
Farhat Zahid
Ghazal
kushtagaan-e-shab ko pursaa dene vaale ye bhii sun
ab tire lahje me.n ra.ng-e-ehtaraam aayaa to kyaa
Hasan Abbas Raza
Ghazal
ye raat maatamii malbuus hii me.n jachtii thii
ye raat hii to hame.n pursa-daar hotii hai
Rahil Bukhari
Ghazal
ham ne ik duusre ko pursa-e-furqat na diyaa
merii KHaatir thii tujhe aur tiraa paas mujhe
Shaz Tamkanat
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
aaj duniyaa mire ahbaab ko pursa degii
mar chukaa mai.n to ka.ii baar qazaa se pahle
Shabbir Ahmad Qarar
Ghazal
ik tathiir se aarii jism kaa pursa hai.n
KHauf me.n lipTii jitnii bhii aavaaze.n hai.n
Osama Khalid
Ghazal
Muneer Jafri
Ghazal
pursa-daarii ke fan me.n taaq nahii.n
aisaa pi.njra huu.n jis me.n chaak nahii.n
farzad Ali zeerak
Ghazal
Muneer Jafri
Ghazal
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
ham hijr ke maaro.n ko bhalaa kaise dilaase
bujhtii hu.ii qindiil ko pursa nahii.n dete
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
hamaare sher kisii ajnabii ko yaad hu.e
hamaare yaar ne pursa kabhii diyaa hii nahii.n