SEARCH RESULTS
Showing search results for "پنپتے"
Ghazal MATCHES FOR "پنپتے"
Ghazal
vo jo chehro.n pe likkhaa hu.aa KHauf thaa aur thaa
vo jo sapno.n ke andar panapte the Dar aur the
Jaleel 'Aali'
Ghazal
javaa.n dilo.n me.n panapte hai.n ab na.e ruumaan
hasiin chehro.n pe likkhii ibaarate.n bhii na.ii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
aasmaano.n se utar kar mirii dhartii pe biraaj
me.n tujhe duu.ngaa panapte hu.e giito.n kaa KHiraaj
Sher Afzal Jafri
Ghazal
paataa huu.n panapte hu.e 'shaukat' jo badii ko
nekii se mirii nek-gumaanii nahii.n rahtii
Shaukat Wasti
Ghazal
sard siino.n me.n panapte hii nahii.n dard ke biij
in KHaraabo.n pe barasne ko ghaTaa kyaa aa.e
Javed Shaheen
Ghazal
jo aastiin me.n palte rahe panapte rahe
chale.nge chaal vo har baar sar kuchalne tak
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
isii tarah se panapte hai.n ahl-e-haq 'haaris'
ham apne KHuun ke qatre zamii.n me.n bote hai.n
Haris Bilal
Ghazal
Masoom Sharqi
Ghazal
mai.n us ke panapne kii du.aa maa.ng rahaa huu.n
bachche ke ye tevar hai.n ki fankaar banegaa
Ali Mutahhar Ashar
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
tuu ne har naKHl me.n kuchh zauq-e-numuu rakkhaa hai
ai KHudaa mere panapne kii alaamat ko.ii
Asad Badayuni
Ghazal
barahnagii tire andar kahii.n panaptii hai
libaas Dhuu.nD ko.ii be-libaas aa.nkho.n kaa
Janan Malik
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
DhiiTaa.ii to is daur me.n panpe phale-phuule
ro-ro ke sharaafat basar auqaat kare hai
Shad Bilgavi
Ghazal
amal kii rut me.n panaptii hai.n Tahniyaa.n haq kii
milaa.o sach se nigaahe.n qayaas rahne do
Atyab Ejaz
Ghazal
yahii hai qadro.n kii 'imraan' paasbaanii kyaa
zamiir martaa gayaa aur anaa panaptii rahii