SEARCH RESULTS
Showing search results for "پوست"
Ghazal MATCHES FOR "پوست"
Ghazal
tap-e-hijr kii kaahisho.n ne kiye hai.n
judaa post se ustuKHvaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
uryaa.n chaluu.n mai.n qabr me.n sone ke vaaste
kaafii hai mujh ko post bichhaune ke vaaste
Muneer Shikohabadi
Ghazal
agarche rah ga.e the ustuKHvaan-o-post vale
lagaa.ii aisii ki tasma bhii phir lagaa na rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
chashm-e-mast-e-yaar kaa ham-chashm lo paidaa hu.aa
dekhnaa ab post khii.nchaa jaa.egaa baadaam kaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
shaa.ero.n me.n guftuguu aa.ii kuduurat kii baham
saaf kahtaa huu.n ki ab ra.ng-e-suKHan mailaa hu.aa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ye gosht-post kaa maa’shuuq hai to phir 'ehsaas'
Gazab ki ruuh ke maare KHudaa kii hamd likhe.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bastii ke saare log hii aatish-parast the
ghar jal rahaa thaa aur samundar qariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
lahje kii tez dhaar se zaKHmii kiyaa use
paivast dil me.n lafz kii sa.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
anaa-parast hai itnaa ki baat se pahle
vo uTh ke band mirii har kitaab kar degaa
Parveen Shakir
Ghazal
gulshan-parast huu.n mujhe gul hii nahii.n aziiz
kaa.nTo.n se bhii nibaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Garaz-parast jahaa.n me.n vafaa talaash na kar
ye shai banii thii kisii duusre jahaa.n ke liye
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saKHt zamii.n-parast the ahd-e-vafaa ke paasdaar
u.D ke bulandiyo.n me.n ham gard-e-malaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
hotaa agar kuchh aur to hotaa anaa-parast
us kii razaa shikast-e-anaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
aatish-parast kahte hai.n ahl-e-jahaa.n mujhe
sargarm-e-naala-haa-e-sharar-baar dekh kar