SEARCH RESULTS
Showing search results for "پک"
Ghazal MATCHES FOR "پک"
Ghazal
fasle.n pak jaa.e.n to khet se bichh.De.ngii
rotii aa.nkh ko pyaar kahaa.n samjhaane de
Waseem Barelvi
Ghazal
pak ga.ii hai.n aadate.n baato.n se sar ho.ngii nahii.n
ko.ii ha.ngaama karo aise guzar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
dil ne kahaa ki shaam-e-shab-e-vasl se na bhaag
ab pak chukii hai fasl kaTaa.ii kaa vaqt hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mo.atadil kar detii hai.n ye sard mausam kaa mizaaj
barf ke Tiilo.n pe cha.Dhtii dhuup jaisii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Hammad Niyazi
Ghazal
titliyo.n ke par kitaabo.n me.n kahii.n gum ho ga.e
muTThiyo.n ke aa.ine me.n ek chehra rah gayaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
aaj-kal hotaa hai apnaa ishq-e-pinhaa.n aashkaar
pak chukaa hai KHuub ab phuuTe ye pho.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
maaraa hai vasl-e-Gair ke shikve pe chaahiye
madfan judaa judaa mirii laash-e-do-niim kaa
Momin Khan Momin
Ghazal
sirf pe.Do.n ke hii chehre nahii.n utre ho.nge
saarii bastii pe udaasii vo chhi.Dak jaa.egii
Hasan Zaheer Raja
Ghazal
paagal havaa ke dosh pe jins-e-giraa.n na rakh
is shahr-e-be-lihaaz me.n apnii dukaa.n na rakh
Prem Kumar Nazar
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
pak jaa.egaa to aap Tapak jaa.egaa janaab
aa.ngan me.n shaaKH aa.ii hai phal mat KHariidiye
Hafeez Momin
Ghazal
phal kii qismat hai pak ke gir jaanaa
aur mai.n Tahnii hilaa ke laataa huu.n