SEARCH RESULTS
Showing search results for "کاروان"
Ghazal MATCHES FOR "کاروان"
Ghazal
qataar-e-shisha hai yaa kaarvaan-e-ham-safaraa.n
KHiraam-e-jaam hai yaa jaise kaa.enaat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
bhii.D vaqt letii hai rahnumaa parakhne me.n
kaarvaan ban.ne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
pukaar ai jaras-e-kaarvaan-e-sub.h-e-tarb
bhaTak rahe hai.n a.ndhero.n me.n tere saudaa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
kaarvaan-e-aarzuu is taraf na ruKH kare
un kii rahguzar hai dil aam raasta nahii.n
Shamim Karhani
Ghazal
chehre faqat pa.Daav hai.n manzil nahii.n tirii
ai kaarvaan-e-ishq tirii raah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
kaarvaan-e-himmat-e-jamhuur ba.Dhtaa hii gayaa
shahr-yaar-o-hukmaraa.n aate rahe jaate rahe
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
azm KHud ko kaarvaan-e-nafaa me.n shaamil na kar
tere shaano.n par abhii baar-e-ziyaa.n maujuud hai
Azm Bahzad
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
utraa na aa ke yaa.n ko.ii juz kaarvaan-e-Gam
mehmaa.n-saraa se kam nahii.n yaaro saraa-e-dil
Agha Mohammad Taqi Khan taraqqi
Ghazal
mujh ko samjho yaadgaar-e-raftagaan-e-lucknow
huu.n qadd-e-aamdam Gubaar-e-kaarvaan-e-lucknow