SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھجور"
Ghazal MATCHES FOR "کھجور"
Ghazal
saaya hai kam khajuur ke uu.nche daraKHt kaa
ummiid baa.ndhiye na ba.De aadmii ke saath
Kaif Bhopali
Ghazal
Hammad Niyazi
Ghazal
Gubaar-e-dar-ba-darii jis ne kar diyaa mujh ko
musaafiro.n ko usii dhuup ne khajuur kiyaa
Abbas Tabish
Ghazal
Pagal Adilabadi
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
'hasan' jo maazii kaa saf.ha ulTaa to aa ga.e hai.n
khajuur ke pe.D Tiile aur maahtaab aage
Hasan Abbasi
Ghazal
is gaa.nv ke nasheb me.n bahtii hai ik nadii
naddii pe ek pe.D jhukaa hai khajuur kaa
Nasir Shahzad
Ghazal
shajar lagaa ke 'malik' niim kaa vo kahte hai.n
lagaa lo shart ki is par khajuur niklegaa
Zubair Ahmad Tanha Malik Rampuri
Ghazal
besh az do harf apnii nahii.n daastaan-e-dard
ham gir ke aasmaan se aTke khajuur me.n
Ameen Hazin
Ghazal
tabhii to zehn pe haavii hai ishq-e-sahraa.ii
azal se dil ke maraasim rahe khajuur se bhii
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
pa.Dii hu.ii khajuur se nabiiz kaise ban ga.ii
rukaa hu.aa KHayaal harf-e-na.at kaise ho gayaa
Hina Ambareen
Ghazal
Ata Lucknowi
Ghazal
jannat se uktaa.e hu.e do dil duniyaa me.n ram ga.e
aasmaan se girne vaale aa ke khajuur me.n aTke
Nadim Nadeem
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
khajuurii choTii ke qurbaan vaah kyaa kahnaa
nisaar pariyo.n ke muu-ba-muu shikan kyaa KHuub
Imdad Ali Bahr
Ghazal
فکر کر کھور چہاروں مہات اپنا
رضا کے سرانگوں ساں چپ ستھا اچھ