SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھولیں"
Ghazal MATCHES FOR "کھولیں"
Ghazal
sunaa hai raat se ba.Dh kar hai.n kaakule.n us kii
sunaa hai shaam ko saa.e guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
seGa-e-raaz me.n rakkhe.nge nahii.n ishq tiraa
ham tire naam se KHushbuu kii dukaa.n khole.nge
Ziya Mazkoor
Ghazal
ik hashr saa bapaa thaa mire dil me.n ai 'shakeb'
kholii.n jo khi.Dkiyaa.n to zaraa shor ghaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aa.nkhe.n kholii.n to kuchh na thaa 'alvii'
band aa.nkho.n me.n laakho.n jalve the
Mohammad Alvi
Ghazal
Shahryar
Ghazal
dayaar-e-hijr ke roza-guzaar chaahte hai.n
ki roza khole.n tire aur sharaab-e-naab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
havaa-e-taaza me.n phir jism o jaa.n basaane kaa
dariicha khole.n ki hai vaqt us ke aane kaa
Parveen Shakir
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
dahan khole.ngii apnii siipiyaa.n aahista aahista
guzar dariyaa se ai abr-e-ravaa.n aahista aahista
Abbas Tabish
Ghazal
is kaarvaa.n-saraa me.n kyaa 'miir' baar khole.n
yaa.n kuuch lag rahaa hai shaam-o-sahar hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo dekhne hame.n Tuk biimaarii me.n na aayaa
sau baar aa.nkhe.n kholii.n baalii.n se sar uThaayaa