SEARCH RESULTS
Showing search results for "گاہک"
Ghazal MATCHES FOR "گاہک"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
nazar me.n rakhnaa kahii.n ko.ii Gam-shanaas gaahak
mujhe suKHan bechnaa hai KHarcha nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
ai mai-farosh bhii.D hai terii dukaan par
gaahak hai.n ham bhii maal dikhaanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
jaan sii shai bik jaatii hai ek nazar ke badle me.n
aage marzii gaahak kii in daamo.n to sastii hai
Fani Badayuni
Ghazal
har ko.ii naavak o tarkash kii dukaa.n puuchhtaa hai
kisii gaahak ko magar apnaa badan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
bane hai.n jab se vo yuusuf har ek gaahak hai
khulaa hu.aa hai yahaa.n bhii dar-e-KHazaana-e-ishq
Jaleel Manikpuri
Ghazal
dil-e-be-hausla taktaa hai KHariidaar kii raah
ko.ii gaahak nahii.n TuuTe hu.e paimaane kaa
Yagana Changezi
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
vo jis ke saamne saste me.n rakh diyaa KHud ko
ulajh pa.Daa hai vo gaahak bhii daam karte hu.e
Zulfiqar Zaki
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
mai.n shahr shahr KHvaabo.n kii gaThrii liye phiraa
be-daam thaa ye maal pe gaahak ko.ii na thaa
Zia Jalandhari
Ghazal
jins-e-naayaab ke hote hai.n hazaaro.n gaahak
tum pataa apnaa kisii ko na bataanaa hargiz