SEARCH RESULTS
Showing search results for "گلچیں"
Ghazal MATCHES FOR "گلچیں"
Ghazal
chaman pe Gaarat-e-gul-chii.n se jaane kyaa guzrii
qafas se aaj sabaa be-qaraar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
us ko gulchii.n kii nigaaho.n se bachaa.e maulaa
vo to Guncha hai abhii aur nikharnaa hai use
Sada Ambalvi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
milegaa na gulchii.n ko gul kaa pataa
har ik pankhu.Dii yuu.n bikhar jaa.egii
Altaf Hussain Hali
Ghazal
gul to gul KHaar tak chun liye hai.n
phir bhii KHaalii hai gulchii.n kaa daaman
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
gulchii.n palaT ke sab tire kuuche se aa.e hai.n
phuulo.n ke raaste me.n tiraa ghar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
hamaare baaGbaa.n ne kah diyaa gulchii.n ke shikve par
na.e ashjaar bhii de.nge samar aahista aahista
Qamar Jalalvi
Ghazal
sabad-e-gul ke tale band kare hai gulchii.n
muzhda ai murG ki gulzaar me.n sayyaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
karam mujhii pe thaa sab baaGbaan-o-gulchii.n kaa
kisii ne qaid kiyaa aur kisii ne noche par
Vafa Malikpuri
Ghazal
gul-rez merii naala-kashii se hai shaaKH shaaKH
gulchii.n kaa bas chale to ye fan mujh se chhiin le
Nasir Kazmi
Ghazal
yahaa.n KHizaa.n kaa na khaTkaa na KHauf gulchii.n kaa
bahaar gul me.n rahe yaa tumhaare gaalo.n me.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
kaa.nTo.n ne bhii na daaman-e-gulchii.n paka.D liyaa
bulbul ko zab.h kar ke chaman se nikal gayaa