SEARCH RESULTS
Showing search results for "گیہوں"
Ghazal MATCHES FOR "گیہوں"
Ghazal
pahle talaashaa khet phir dariyaa kii khoj kii
baaqii kaa vaqt gehuu.n ke daano.n me.n baT gayaa
Nida Fazli
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
javaan gehuu.n ke kheto.n ko dekh kar ro de.n
vo la.Dkiyaa.n ki jinhe.n bhuul baiThii.n maa.e.n bhii
Kishwar Naheed
Ghazal
bas ik bahr-e-banii-aadam nahii.n hai
jahaa.n me.n varna gehuu.n kam nahii.n hai
Shauq Bahraichi
Ghazal
bhuuk ko nisbat nahii.n gehuu.n kii paidaavaar se
meraa dastar-KHvaan KHaalii tashtarii kaa karb hai
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
tho.De gehuu.n abhii miTTii pe rakhe rahne do
vo parinde ki kabhii lauT ke aane lag jaa.e.n
Qayyum Tahir
Ghazal
nahii.n hai gehuu.n mayassar to jau Ganiimat hai
nahii.n hai huur jo biivii siyaah-faam to hai
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Ghazal
itnaa to ehtimaam rahe aartii ke saath
gehuu.n kii fasl ke liye shoraab bhii Dhale
Ahmad Azimabadi
Ghazal
Shaida Allahabadi
Ghazal
pathraav tab hu.aa hai ta'alluq kii fasl par
jab zindagii ke khet kaa har gehuu.n pak gayaa
Maikash Azmi
Ghazal
ek hii mausam raas nahii.n aataa hai kabhii
sarso.n gehuu.n aur chaaval kii faslo.n ko
Asim Wasti
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
mire ahbaab saare shahr me.n hai.n
mai.n apne gaa.nv me.n kyaa kar rahaa huu.n