SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہاتھی"
Ghazal MATCHES FOR "ہاتھی"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chyuu.nTii se siikh le.nge hunar us ke baa'd kyaa
jaataa rahegaa haathii kaa Dar us ke baa'd kyaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
jaavedaa.n hai KHaamoshii be-karaa.n hai KHaamoshii
lafz gar sitaare hai.n aasmaa.n hai KHaamoshii
Preyas Hathi 'Raqim
Ghazal
Chand Akbarabadi
Ghazal
ye taaqat aur ye shohrat samay kaa pher hai pyaare
galii apnii ho to haathii ko kutte gher lete hai.n
Prabudha Saurabh
Ghazal
mast haathii hai tirii chashm-e-siyah mast ai yaar
saf-e-mizhgaa.n use ghere hu.e hai bhaalo.n se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sayyaare par zardii utrii dariyaa miTTii KHushk
haathii par haudaj kasvaa.o naaqe par paalaan
Ahmad Jahangir
Ghazal
mu.nh me.n zaahid ke bhii hai.n do daa.nt haathii kii tarah
ik dikhaane ke liye hai ek khaane ke liye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
su.ii ke chhed se haathii kaa guzar mumkin hai
ise kahte hai.n taKHayyul kii bahut baariikii
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
baaGii huduud se bahut aage nikal ga.e
suuraj chhu.aa na thaa ki mire haath jal ga.e
Ghani Ghayoor
Ghazal
ufaq ko taktii hai.n muddat se be-shumaar aa.nkhe.n
sahar kaa KHvaab liye sab umiid-vaar aa.nkhe.n
Preyas Hathi 'Raqim
Ghazal
Parwez Rahmani
Ghazal
kos baiThe.n fuqaraa ahl-e-duval ko to abhii
un ke haathii ho.n pahaa.D aur ye gho.De patthar