SEARCH RESULTS
Showing search results for "یادش_بخیر"
Ghazal MATCHES FOR "یادش_بخیر"
Ghazal
yaadash-ba-KHair hai vahii chehra KHayaal me.n
sau jannate.n javaan hai.n goyaa KHayaal me.n
Dil Ayubi
Ghazal
yaadash-ba-KHair jab vo tasavvur me.n aa gayaa
sher o shabaab o husn kaa dariyaa bahaa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
yaadash-ba-KHair saaya-fagan ghar hii aur thaa
lauTaa musaafirat se to manzar hii aur thaa
Syed Mazhar Jameel
Ghazal
thaa aasmaan par jo sitaara nahii.n rahaa
yaadash-ba-KHair ab vo hamaaraa nahii.n rahaa
Hasan Aabid
Ghazal
yaadash-ba-KHair 'naazish'-e-aavaara chal basaa
diivaana de gayaa hai magar dhajjiyaa.n mujhe
Zain Ramish
Ghazal
phir us ke dekhne ko aa.nkhe.n taras rahii hai.n
yaadash ba-KHair jis ne diivaana kar diyaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
sahar hu.ii ki vo yaadash-ba-KHair aataa hai
charaaG hai.n mirii turbat ke jhilmilaa.e hu.e
Fani Badayuni
Ghazal
yaadash ba-KHair yaad-e-KHudaa aa hii jaatii hai
apnii taraf se laakh bhulaayaa kare ko.ii
Yagana Changezi
Ghazal
yaksaa.n kabhii kisii kii na guzrii zamaane me.n
yaadash-ba-KHair baiThe the kal aashiyaane me.n
Yagana Changezi
Ghazal
ek naala-e-KHamosh musalsal hai aur ham
yaadash-ba-KHair zabt kii taaqat nahii.n rahii
Fani Badayuni
Ghazal
yaadash-ba-KHair gaa.nv kii taaro.n bharii vo raat
is raushnii ke shahr me.n anjum nahii.n rahe
Yasir Shah Rashidi
Ghazal
yaadash-ba-KHair dasht me.n maanind-e-ankabuut
daaman ke apne taar jo KHaaro.n pe tan gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ba.Dhte chale hai.n aa.e din asbaab-e-iztiraab
yaadash-ba-KHair aaj kaa va.ada bhii Tal gayaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
sajaa ke rakkhaa hai dil me.n ba.De qariine se
tumhaarii yaad ko yaadash-ba-KHair mai.n ne bhii
Masood Ahmad
Ghazal
yaadash-ba-KHair dil nazar aatii hai vo nazar
nok-e-KHadang me.n hai nishaana chhupaa hu.aa
Zaheen Shah Taji
Ghazal
yaadash-ba-KHair Gam se subuk-dosh kar ga.ii
vo zindagii jo baar rahii 'umr bhar mujhe
Irtiza Nishat
Ghazal
yaadash-ba-KHair dil nazar aatii hai vo nazar
nok-e-KHadang me.n hai nishaana chhupaa hu.aa
Zaheen Shah Taji
Ghazal
vo din ga.e ki dil ko havas thii gunaah kii
yaadash-ba-KHair zikr ab us kaa na kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
ik shaam ham-suKHan the chaman me.n kalii se ham
yaadash-ba-KHair phir na mile zindagii se ham