SEARCH RESULTS
Showing search results for "अचार"
Ghazal MATCHES FOR "अचार"
Ghazal
kisii kii tursh-ru.ii kaa sabab yahii to nahii.n
achaar lemuu. anaar aam TaaTrii imlii
Shahzad Qais
Ghazal
janaab rindo.n se milte to hai.n pe Dar hai mujhe
ki dushmano.n kaa kisii din vahaa.n achaar na ho
Aish Dehlvi
Ghazal
javaanii aa.ii hai naaz-o-adaa ayaa.n ho jaa.e.n
hai dam pe husn kii khich.Dii achaar aa.e to
Ata Lucknowi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vaziir o shaah bhii KHas-KHaano.n se nikal aate
agar gumaan me.n a.ngaar-e-qabr aa jaataa
Parveen Shakir
Ghazal
bik jaate hai.n ham aap mataa-e-suKHan ke saath
lekin ayaar-e-taba.a-e-KHariidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
abhii nahii.n hai mujhe sard o garm kii pahchaan
ye mere haatho.n me.n a.ngaar thaa ki zhaala thaa
Saleem Ahmed
Ghazal
sune na saaqi-e-mehvash to aur bhii achchhaa
ayaar-e-garmii-e-sohbat hai harf-e-maazuurii
Allama Iqbal
Ghazal
jiite jii Gair ko ho aatish-e-dozaKH kaa azaab
gar mirii naash pe vo shola-azaar aa jaa.e
Momin Khan Momin
Ghazal
balaa hai man-e-vafaa nuur u.D gayaa naaseh
tuu le ke dekh to ra.ng-e-azaar aa.iina
Momin Khan Momin
Ghazal
puuchhe hai kyaa halaavt-e-talKHaaba-e-sarishk
sharbat hai baaG-e-KHuld-e-barii.n ke anaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
malte hai.n haath, haath lage.nge anaar kab
joban kaa un ke dekhiye hogaa ubhaar kab
Aagha Akbarabadi
Ghazal
dil me.n KHushii ke phuuTte yuu.nhii rahe.n anaar
terii ha.nsii kii yuu.nhii sadaa phulja.Dii rahe
Zakariya Shaz
Ghazal
aur hii rang aaj hai aariz-e-gul-azaar kaa
KHuun-e-dil apnaa thaa magar go na ruKH-e-taraaz me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
kal nazar aayaa chaman me.n ik ajab rashk-e-chaman
gul-ruKH o gul-guu.n qabaa o gul-azaar o gul-badan
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jaane kis kaa lahja us par haavii hai
us kii baate.n ab a.ngaar ugaltii hai.n