SEARCH RESULTS
Showing search results for "अज़ल"
Ghazal MATCHES FOR "अज़ल"
Ghazal
mai.n bistar-e-KHayaal pe leTaa huu.n us ke paas
sub.h-e-azal se ko.ii taqaazaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jannat me.n bhii 'momin' na milaa haa.e buto.n se
jaur-e-ajal-e-tafraqa-pardaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
Shahryar
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
is jaziire par azal se KHaak u.Dtii hai havaa
manzilo.n ke bhed phir bhii raasto.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
har ik qadam ajal thaa har ik gaam zindagii
ham ghuum phir ke kuucha-e-qaatil se aa.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
husn-e-azal kii shaan dikhaa kar chale ga.e
ik vaaqi.a saa yaad dilaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are tauba
miraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa