SEARCH RESULTS
Showing search results for "अज़्मत-ए-इंसानियत"
Ghazal MATCHES FOR "अज़्मत-ए-इंसानियत"
Ghazal
hijaab azmat-e-insaaiyat kaa zaamin hai
raho kahii.n bhii pa paabandii-e-hijaab karo
Ibrat Bahraichi
Ghazal
Raheemullah Shad
Ghazal
'azmat' ye kyaa hu.aa ki tumhaare tamaam raaz
ashko.n me.n Dhal ga.e kabhii shero.n me.n Dhal ga.e
Azmat Bhopali
Ghazal
'azmat' ye ahl-e-fikr-o-nazar kaa hai faisla
vo dard-e-zindagii hai jo apnaa kalaam hai
Azmat Bhopali
Ghazal
jin ko aa jaataa hai jiine kaa saliiqa 'azmat'
muskuraate hai.n sar-e-daar tumhe.n kyaa maaluum
Azmat Bhopali
Ghazal
Azmat Bhopali
Ghazal
sunaa.uu.n kis ko Gam-e-dil kii daastaa.n 'azmat'
milaa na dushman-e-jaa.n ko.ii aadmii kii tarah
Azmat Bhopali
Ghazal
Azmat Bhopali
Ghazal
gurezaa.n jaada-e-insaaniyat se aadmii kab tak
chhupaa.ii jaa.egii taariikiyo.n me.n raushnii kab tak
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
husuul-e-azmat-e-maazii kaa KHvaab rakhte hai.n
kahaa.n ham aaj bhii apnaa javaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
sach to ye hai ki hame.n baaG-e-jahaa.n me.n azmat
saik.Do.n KHaar mile ik gul-e-tar se pahle
Azmat Abdul Qayyum Khan
Ghazal
inqilaabaat me.n tuufaan-e-sitam me.n azmat
shaan-e-altaaf-o-karam yaad karuu.n yaa na karuu.n
Azmat Abdul Qayyum Khan
Ghazal
jahaa.n me.n ab ba-naam-e-sher 'azmat'
miraa apnaa jahaa.n hai aur mai.n huu.n
Azmat Abdul Qayyum Khan
Ghazal
taariik raaste me.n bhii 'azmat' hamaare saath
zaKHm-e-vafaa me.n ra.ng-e-mah-o-kahkashaa.n rahe
Azmat Abdul Qayyum Khan
Ghazal
samajhtaa jaa rahaa huu.n Gam kii 'azmat
yahii ab tarjumaan-e-zindagii hai
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
dekhiye ahd-e-guzashta ke mohabbat vaale
sochiye azmat-e-kirdaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
nishaan-e-azmat-e-aslaaf hai.n jo
buzurgo.n ke vo ammaame kahaa.n hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ye aisaa daur ki insaaniyat bilaktii hai
sukuu.n se par ba.Daa saada samaaj pahle thaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
dosto.n me.n to ko.ii tum ko na puuchhegaa 'salaam'
azmat-e-raushnii-e-bazm-e-hariifaa.n ho zaruur
Salam Machhli shahri
Ghazal
fazaa-e-aalam-e-insaaniyat kaa afsaana
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n kaa hissa hai