SEARCH RESULTS
Showing search results for "अलविदा"
Ghazal MATCHES FOR "अलविदा"
Ghazal
tinke tinke kaa KHudaa-haafiz chale ham baaG se
alvidaa' ai aashiyaa.n ab jaa ke phir aa.e.nge kyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Salam Machhli shahri
Ghazal
aabdiida ho ke vo aapas me.n kahnaa alvidaaa'
us kii kam merii sivaa aavaaz bharraa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aa.nkho.n me.n ashk-e-Gam liye ham vaqt-e-alvidaa'
nazro.n se un ke saath taa-hadd-e-nazar ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
ye jahaa.n niklaa tavaqqo' se ziyaada muKHtasar
alvidaa' ai dosto ab apne ghar jaa.e.nge ham
Ameer Imam
Ghazal
jabii.n ke zaKHm pe misqaal-e-KHaak rakkhii aur
ik alvidaa kaa shuguu.n us ke haath par rakkhaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
is zindagii ke KHvaab ko ab alvidaaa' kare.n
muddat se ye KHayaal thaa mar jaanaa chaahiye
Rasikh Shahid
Ghazal
gaa.nv chho.Daa aur sab ko alvidaa' kahnaa pa.Daa
yaar bas do vaqt kii roTii juTaane ke liye
Manish Mohak
Ghazal
tuu jo bichh.Daa to kah duu.ngaa mai.n pyaar se
alvidaa' ab tujhe ai mirii zindagii
Manish Mohak
Ghazal
ai saa.ebaan-e-gesuu-e-KHamdaar alvidaa'
phir ham hai.n aur saaya-e-diivaar alvidaa'
Ameer Imam
Ghazal
tumhaare vaaste phuulo.n ko alvidaa' kah kar
bharii bahaar me.n mai.n gulsitaa.n ko chho.D aayaa
Betab Amrohvi
Ghazal
daaman-e-shab ke sitaaro.n alvidaa'
merii bechainii chhupaate tum hii kaash
Munawwar Hasan Kamal
Ghazal
hamaaraa alamiya ye thaa ki ham-safar bhii hame.n
vahii mile jo bahut yaad aane vaale the
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vo alvidaa.a kaa manzar vo bhiigtii palke.n
pas-e-Gubaar bhii kyaa kyaa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
Aanis Moin
Ghazal
baad-az-vidaa-e-yaar ba-KHuu.n dar tapiida hai.n
naqsh-e-qadam hai.n ham kaf-e-paa-e-nigaar ke
Mirza Ghalib
Ghazal
aziizo aa.o ab ik alvidaa'ii jashn kar le.n
ki is ke baa'd ik lambaa safar afsos kaa hai