SEARCH RESULTS
Showing search results for "अश्क-ए-शमा"
Ghazal MATCHES FOR "अश्क-ए-शमा"
Ghazal
ashk-e-vafaa ko kar ke sitaaro.n kaa aa.ina
kuchh raushnii kaa kaam liyaa hai kabhii-kabhii
Zubaida Begam Shama
Ghazal
log rote bhii hai.n turbat me.n luTaa kar ai 'ashk'
aur siine pe bhii ik sa.ng-e-giraa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Ghazal
ashk' apne siina-e-pur-KHuu.n me.n sail-e-ashk bhii
rok rakhtaa huu.n jigar ke KHuun kii tahliil tak
Ashk Amritsari
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
'ashk' usuul-e-kasb-e-zar se tuu nahii.n hai aashnaa
tishna-e-takmiil hai terii hama-daanii hanuuz
Ashk Amritsari
Ghazal
Ahsan Ahmad Ashk
Ghazal
ye bazm-e-yaar hai qurbaan jaa.iye is par
sunaa hai 'ashk' yahaa.n dil sabhii javaa.n ho.nge
Ibrahim Ashk
Ghazal
Prem Pal Ashk
Ghazal
ye ek jaan bhii letaa hai 'ashk' qisto.n me.n
zaraa saa kaam bhii us se na ek baar hu.aa
Ibrahim Ashk
Ghazal
ye mere fan kii talab hai ki dil kii baat kahuu.n
vo 'ashk' de ki zamaane ko inqilaab na de
Ibrahim Ashk
Ghazal
arz-e-niyaaz-e-shauq se thaa be-niyaaz dil
mulk-e-havas me.n 'ashk' akelaa hii mast thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
Ahsan Ahmad Ashk
Ghazal
ye thii 'ashk' saahab kii diivaangii
the tum ruu-ba-ruu phir bhii Dhuu.nDaa tumhe.n
Ibrahim Ashk
Ghazal
fikr-e-suKHan hii 'ashk' hai zauq-e-amal miraa
is ke sivaa na kaar-e-jahaa.n ko.ii raas thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
girii jo barq to apnaa banaa rahaa hai mujhe
ye kyaa hai 'ashk' agar baaGbaa.n kii chaal nahii.n
Syed Mohammad Zafar, Ashk Sanbhali
Ghazal
Syed Mohammad Zafar, Ashk Sanbhali
Ghazal
Syed Mohammad Zafar, Ashk Sanbhali
Ghazal
mujhe to luuT liyaa 'ashk' ranj-o-Gam ne magar
mirii kisii se na bazm-e-taKHayyulaat luTii
Syed Mohammad Zafar, Ashk Sanbhali
Ghazal
baada-e-shauq dil se pii ai 'ashk'
shiisha-o-jaam kuchh zaruur nahii.n