SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहमियत"
Ghazal MATCHES FOR "अहमियत"
Ghazal
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
vo is tarah bhii mirii ahmiyat ghaTaataa hai
ki mujh se milne me.n sharte.n bahut lagaataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
mai.n ahmiyat bhii samajhtaa huu.n qahqaho.n kii magar
mazaa kuchh apnaa alag hai udaas hone kaa
Rahat Indori
Ghazal
jo tuu nahii.n hai to ye mukammal na ho sake.ngii
tirii yahii ahmiyat hai merii kahaaniyo.n me.n
Wasi Shah
Ghazal
Muzaffar Razmi
Ghazal
zamaana laakh samajhtaa ho ahmiyat merii
mirii nazar me.n nahii.n ko.ii haisiyat merii
Siya sachdev
Ghazal
ye teraa qad hai jo rakhtaa hai ahmiyat varna
KHush-aamdiid ko saare jhuke nahii.n hote
Raakesh ulfat
Ghazal
beTe tuu jaantaa nahii.n hai maa.n kii ahmiyat
maa.n kii tarah tuu dard sahe to pata chale
Aatish Indori
Ghazal
Aadil Rahi
Ghazal
to phir vo mere liye ahmiyat nahii.n rakhtaa
kisii ke dil me.n agar teraa ehtiraam nahii.n
Amn Shahzadi
Ghazal
jis ke haamii ho ga.e vaa.iz vo baazii le gayaa
ahmiyat hai aap kii duniyaa me.n joker kii tarah
Shauq Bahraichi
Ghazal
ahmiyat jis kii nazar me.n na ho sachchaa.ii kii
us shahanshaah ke darbaar se Dar lagtaa hai
Bilal Raaz
Ghazal
Parvindar shokh
Ghazal
ko.ii kyaa samajh sake un kii ahmiyat hai kyaa
Gaur kar rahaa huu.n mai.n aaj jin nikaat par
Kumar Pashi
Ghazal
ahmiyat ab hai kahaa.n insaan me.n jazbaat kii
tolte hai.n aaj kal har chiiz ko jaagiir se
Anukriti Kumar
Ghazal
mai.n ek lamha huu.n guzre hu.e zamaane kaa
tumhe.n KHabar hii nahii.n kyaa hai ahmiyat merii
Mustafa Jameel
Ghazal
itnii ahmiyat ke qaabil to na thaa miTTii kaa ghar
ek nuqte me.n simaT aayaa samundar kis liye