SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहल-ए-इरफ़ाँ"
Ghazal MATCHES FOR "अहल-ए-इरफ़ाँ"
Ghazal
us ko in.aam-e-KHudii aur is par lutf-e-be-KHudii
vo karam karte hai.n zarf-e-ahl-e-irfaa.n dekh kar
Fani Badayuni
Ghazal
ahl-e-‘irfaa.n kii rifaaqat se muqaddar chamke
ham se darvesh bhii alqaab se ju.D jaate hai.n
Kalim Shadab
Ghazal
Rauf Yasin Jalali
Ghazal
ahl-e-irfaa.n ke liye hotaa hai ye saamaan-e-vajd
jhuumte rahte hai.n le kar tere diivaane kaa naam
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
ahl-e-irfaa.n ko parastaar-e-mohabbat paa kar
aatish-e-rashk-o-hasad me.n ka.ii asnaam jale
Basit Ujjaini
Ghazal
aur hii Dha.ng se tanziim-e-gulistaa.n hotii
duur-andesh agar ahl-e-gulistaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
aur hii Dha.ng se tanziim-e-gulistaa.n hotii
duur-andesh agar ahl-e-gulistaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
ham ne qurbaan kiye ishq me.n jaan-o-dil bhii
hurmat-e-ahl-e-vafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
mizaaj-e-ahl-e-dil kii imtiyaazii shaan to dekho
jo dushman jaan-o-dil kaa hai usii se pyaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
dars-e-ulfat hai zamaane ke liye meraa junuu.n
shauq se ahl-e-basiirat mujh ko diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
ishq vo ishq hai jo jazb-o-asar tak pahu.nche
husn vo husn hai jo ahl-e-nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
ahl-e-jahaa.n ko mujh se adaavat hai kyaa karuu.n
ye tarz-e-intiqaam-e-mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
dil se dimaaG o halqa-e-irfaa.n se daar tak
ham KHud ko Dhuu.nDte hu.e pahu.nche kahaa.n kahaa.n