SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहल-ए-हवस"
Ghazal MATCHES FOR "अहल-ए-हवस"
Ghazal
yaarab saraab-e-ahl-e-havas se najaat de
mujh ko sharaab de unhe.n aab-e-hayaat de
Sirajuddin Zafar
Ghazal
masarrato.n ko ye ahl-e-havas na kho dete
jo har KHushii me.n tire Gam ko bhii samo dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ye daur-e-ahl-e-havas hai karam se kaam na le
jafaa se kaam le zaalim vafaa kaa naam na le
Shamim Jaipuri
Ghazal
hame.n sab ahl-e-havas naa-pasand rakhte hai.n
ki ham navaa-e-mohabbat buland rakhte hai.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ahl-e-havas ke haatho.n na ye kaarobaar ho
aabaad ho.n sitaare zamii.n regzaar ho
Hasan Najmi Sikandarpuri
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
kal isii bastii me.n kuchh ahl-e-vafaa hote to the
is qadar ahl-e-havas kii garm-baazaarii na thii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ushshaaq ke maanind ka.ii ahl-e-havas bhii
paagal to nazar aate hai.n paagal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
mannat-guzaar-e-ahl-e-havas ho sakaa na dil
haa.il miraa zamiir mire raaste me.n thaa
Ehsan Danish
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
kii us ne garm siina-e-ahl-e-havas me.n jaa
aave na kyuu.n pasand ki ThanDaa makaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
avval avval KHuub dau.Dii kashtii-e-ahl-e-havas
aaKHir aaKHir Duub marne kaa maqaam aa hii gayaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
aaj bhii sho'bada-e-ahl-e-havas hai insaaf
dast-e-baqqaal me.n parkaar taraazuu kii tarah
Iqbal Mahir
Ghazal
raah tashkiil vo arbaab-e-vafaa ne kii thii
ab jahaa.n qaafila-e-ahl-e-havas jaataa hai
Naseem Sahar
Ghazal
ahl-e-havas to KHair havas me.n hu.e zaliil
vo bhii hu.e KHaraab, mohabbat jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ko.ii jur.ate.n dekhe ahl-e-havas kii
mohabbat se bhii dil lagii ho rahii hai