SEARCH RESULTS
Showing search results for "आज़माता"
Ghazal MATCHES FOR "आज़माता"
Ghazal
aazmaa.ishe.n ai dil saKHt hii sahii lekin
ye nasiib kyaa kam hai ko.ii aazmaataa hai
Amir Usmani
Ghazal
vo mujh ko aazmaataa hii rahaa hai zindagii bhar
magar ye dil ab us ko aazmaanaa chaahtaa hai
Humaira Rahat
Ghazal
agarche roz miraa sabr aazmaataa hai
magar ye dariyaa mujhe tairnaa sikhaataa hai
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
samundar baazu.o.n ko aazmaataa hai kinaare tak
masaafat me.n shikasta hausla achchhaa nahii.n hotaa
Lateef Sahil
Ghazal
vo mere zabt ko har aan aazmaataa rahaa
mai.n sa.ng-zaad huu.n us ko magar pata kab thaa
Farah iqbal
Ghazal
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
Badr Muneer
Ghazal
na yaad rakhtaa thaa mujh ko na bhuul jaataa thaa
kabhii kabhii vo mujhe yuu.n bhii aazmaataa thaa
Mushfiq Khwaja
Ghazal
vo aazmaataa hai kaa.nTo.n se sabr insaa.n kaa
phir us ke baa'd mahakte gulaab detaa hai
Mahendra Partap Chand
Ghazal
hatheliyo.n kii lakiire.n mujhe parakhtii hu.ii.n
mai.n har qadam pe muqaddar ko aazmaataa hu.aa
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
mai.n zabaa.n par kharii utartii huu.n
phir bhii vo mujh ko aazmaataa hai
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
kahaa.n se KHanjar-o-shamshiir aazmaataa mai.n
mire aduu se miraa saamnaa hu.aa hii nahii.n
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
muqaddar aazmaataa jaa rahaa huu.n
mai.n tujh se dil lagaataa jaa rahaa huu.n