SEARCH RESULTS
Showing search results for "इताब-ए-यार"
Ghazal MATCHES FOR "इताब-ए-यार"
Ghazal
itaab-e-yaar kaa is ke sivaa javaab na thaa
ham aa.e to liye aa.iina ruu-ba-ruu aa.e
Riyaz Khairabadi
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
miltaa nahii.n kahii.n dahan-e-yaar hai anaaj
faaqo.n se jism hai kamar-e-yaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jamaal-e-yaar se raushan hu.ii mirii duniyaa
vo chamkii dil me.n kiran maahtaab se pahle
A G Josh
Ghazal
muhaal thaa ki ham ai 'josh' zinda rah sakte
firaaq-e-yaar me.n ik roz mar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
dil pukaaraa pha.ns ke kuu-e-yaar me.n
rok rakkhaa hai mujhe gulzaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
chalte hai.n kuu-e-yaar me.n hai vaqt-e-imtihaa.n
himmat na haarnaa dil-e-biimaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai.n naavak-e-dil-doz mire yaar ke tevar
ik baar vo sab tiir chalaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
KHayaal-e-yaar Gam-e-rozgaar fikr-e-ma.aash
ham ek jaan ko kitne azaab rakhte hai.n