SEARCH RESULTS
Showing search results for "इम्कान"
Ghazal MATCHES FOR "इम्कान"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
thii ik ajab fazaa sii imkaan-e-KHaal-o-KHad kii
thaa ik ajab musavvir aur vo miraa gumaa.n thaa
Jaun Eliya
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
aur to is ke savaa kuchh nahii.n imkaan ki ab
mere dariyaa me.n kahii.n teraa kinaara lag jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
aaj to ai dil tark-e-ta.alluq par tum KHush ho
kal ke pachhtaave ko bhii imkaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ham tujh se ko.ii baat bhii karne ke nahii.n the
imkaan bhii haalaat sa.nvarne ke nahii.n the
Zakariya Shaz
Ghazal
apnii saa.nso.n kii kasaafat se gumaa.n hotaa hai
ko.ii imkaan abhii KHaak hu.aa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
kis qadar mahduud kar detaa hai Gam insaan ko
KHatm kar detaa hai har ummiid har imkaan ko
Zeeshan Sahil
Ghazal
sar-e-diivaar farozaa.n hai abhii ek charaaG
ai nasiim-e-saharii kuchh tire imkaan me.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
dil kii chaukhaT pe jo ik diip jalaa rakkhaa hai
tere lauT aane kaa imkaan sajaa rakkhaa hai
Wasi Shah
Ghazal
jur.at-e-lams bhii imkaan-e-talab me.n hai magar
ye na ho aur gunahgaar banaa do ham ko
Ehsan Danish
Ghazal
ab tak kis intizaar me.n baiThe hu.e hai.n log
ummiid ke liye ko.ii imkaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
dushmano.n ne shust baa.ndhii KHema-e-ummiid par
dosto.n ne darra-e-imkaan KHaalii kar diyaa
Aitbar Sajid
Ghazal
hone ko kyaa nahii.n hotaa hai jahaa.n me.n lekin
tum se milne kaa hii imkaan nahii.n hotaa hai