SEARCH RESULTS
Showing search results for "उजरत"
Ghazal MATCHES FOR "उजरत"
Ghazal
kyaa phir yuu.nhii dii jaa.egii ujrat pe gavaahii
kyaa terii sazaa ab ke bhii paa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
ujrat-e-ishq vafaa hai to ham aise mazduur
kuchh bhii kar le.nge ye mehnat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
mirii vafaa.o.n kii ujrat tumhaarii jaan me.n hai
mire hisaab se ye KHuu.n-bahaa ziyaada hai
Mehshar Afridi
Ghazal
taa-umr vahii kaar-e-ziyaa.n ishq rahaa yaad
haalaa.nki ye ma.aluum thaa ujrat na milegii
Pirzada Qasim
Ghazal
dil kabhii KHvaab ke piichhe kabhii duniyaa kii taraf
ek ne ajr diyaa ek ne ujrat nahii.n dii
Iftikhar Arif
Ghazal
paraa.ii aag ko ghar me.n uThaa ke le aayaa
ye kaam dil ne baGair ujrat o KHasaara kiyaa
Jamal Ehsani
Ghazal
ye to ma.aluum hai marne pe milegii ujrat
kaar-e-fankaar hai tasviir banaate rahnaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
KHaak chhaanii na kisii dasht me.n vahshat kii hai
mai.n ne ik shaKHs se ujrat pe mohabbat kii hai
Anjum Saleemi
Ghazal
ishq tuu aaj bhii hai kis ke lahuu se sarsabz
kis muhim ke liye ham ne tujhe ujrat nahii.n dii
Farhat Ehsas
Ghazal
de na de kaam kii ujrat ye hai marzii us kii
pesha-e-ishq me.n ha.Dtaal nahii.n kar sakte
Nadir Areez
Ghazal
aish beTe kii kamaa.ii se bahuu kartii hai
maa.n ko ab duudh kii ujrat bhii nahii.n miltii hai
Aalam Nizami
Ghazal
jaan ham kaar-e-mohabbat kaa sila chaahte the
dil-e-saada ko.ii mazduur hai ujrat kaisii