SEARCH RESULTS
Showing search results for "उन्ही"
Ghazal MATCHES FOR "उन्ही"
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
unhii.n me.n raaz hai.n gul-baariyo.n ke
mai.n jo chingaariyaa.n barsaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tuu aa chukaa hai sat.h pe kab se KHabar nahii.n
bedard mai.n abhii unhii.n gahraa.iyo.n me.n huu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
KHud bhii aaKHir-kaar unhii va.ado.n se bahle
jin se saarii duniyaa ko bahlaayaa ham ne
Shariq Kaifi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ye kaun phir se unhii.n raasto.n me.n chho.D gayaa
abhii abhii to azaab-e-safar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
agar safar me.n hamaaraa bhii ham-safar hotaa
ba.Dii KHushii se unhii pattharo.n pe so lete
Bashir Badr
Ghazal
unhii kii ramz chalii hai galii galii me.n yahaa.n
jinhe.n udhar se kabhii izn-e-guftuguu na milaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dekhnaa bhii to unhe.n duur se dekhaa karnaa
sheva-e-ishq nahii.n husn ko rusvaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
unhii.n ke dil se ko.ii us kii azmate.n puuchhe
vo ek dil jise sab kuchh luTaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
jinhe.n saliiqa hai tahziib-e-Gam samajhne kaa
unhii.n ke rone me.n aa.nsuu nazar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Ghazal
Kabeer
Ghazal
maqaam-e-shauq tire qudsiyo.n ke bas kaa nahii.n
unhii.n kaa kaam hai ye jin ke hausle hai.n ziyaad
Allama Iqbal
Ghazal
unhii.n ke faiz se baazaar-e-aql raushan hai
jo gaah gaah junuu.n iKHtiyaar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
unhii.n shahro.n ko shitaabii se lapeTaa bhii gayaa
jo 'ajab shauq-e-faraaKHii se bichhaa.e bhii ga.e