SEARCH RESULTS
Showing search results for "उम्मत-ए-मरहूम"
Ghazal MATCHES FOR "उम्मत-ए-मरहूम"
Ghazal
sunii hai daastaan-e-ummat-e-marhuum ham ne
bikharte motiyo.n kii aaj ik TuuTii la.Dii hai
Hidayatullah
Ghazal
shukr-e-KHudaa-e-paak hai ai 'naadir'-e-hazii.n
ummat me.n ham rasuul kii kahlaa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
ab ke 'safdar' mujhe lagtaa hai ye muslim haakim
ummat-e-sayyad-e-laulaak ko dafnaa.e.nge
Safdar Hamadani
Ghazal
rahmat-e-sayyad-e-laulaak pe kaamil iimaan
ummat-e-sayyad-e-laulaak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ab dil me.n yaad-e-maazii-e-marhuum bhii nahii.n
kitnaa hasii.n fareb nayaa inqalaab hai
Parmod Lal Yakta
Ghazal
sune.nge chhe.D ke afsaana-e-dil-e-marhuum
idhar se mulk-e-adam kaa jo kaarvaa.n niklaa
Yagana Changezi
Ghazal
KHayaal-e-'aKHtar'-e-marhuum se bhii baaz aa.o
dayaar-e-huzn se jaa.o ki raat bhaarii hai
Akhtar Orenvi
Ghazal
hai phir saliib kii zad par hilaal kaa parcham
jahaan-e-ummat-e-mursal duhaa.ii detaa hai
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
KHvaab aaKHir KHvaab hai is KHvaab kaa kyaa e'tibaar
jannat-e-nazzaara goyaa jannat-e-mauhuum hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
tazkira dehli-e-marhuum kaa ai dost na chhe.D
na sunaa jaa.egaa ham se ye fasaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
maGfirat farmaa.e maulaa 'saadiq'-e-marhuum kii
vo miraa ustaad 'anvar' ik ba.Daa fankaar thaa
Anwar Sadiqui
Ghazal
ham bhii ba-qaul 'faanii'-e-marhuum in dino.n
hindostaa.n me.n rahte hai.n hindostaa.n se duur