SEARCH RESULTS
Showing search results for "उश्शाक़"
Ghazal MATCHES FOR "उश्शाक़"
Ghazal
dekhiye paate hai.n ushshaaq buto.n se kyaa faiz
ik barahman ne kahaa hai ki ye saal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ushshaaq ke maanind ka.ii ahl-e-havas bhii
paagal to nazar aate hai.n paagal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
har gaam par hai majma-e-ushshaaq muntazir
maqtal kii raah miltii hai kuu-e-habiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
majlis me.n mire zikr ke aate hii uThe vo
badnaami-e-ushshaaq kaa e.azaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
ham se abas hai gumaan-e-ranjish-e-KHaatir
KHaak me.n ushshaaq kii Gubaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ushshaaq ke dil naazuk us shoKH kii KHuu naazuk
naazuk isii nisbat se hai kaar-e-mohabbat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
ushshaaq pe kuchh had bhii muqarrar hai sitam kii
yaa us kii nihaayat hii nahii.n aap ke nazdiik
Hasrat Mohani
Ghazal
mat rakhiyo gard-e-taarik-e-ushshaaq par qadam
paamaal ho na jaa.e sar-afraaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
kaj-adaa.o.n kii inaayat hai ki ham se ushshaaq
kabhii diivaar ke piichhe kabhii diivaar ke biich
Ahmad Faraz
Ghazal
ushshaaq jaa.n-nisaaro.n me.n mai.n to imaam huu.n
ye kah ke mai.n jo us ke gale se lipaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Gam-e-ushshaaq na ho saadgii-aamoz-e-butaa.n
kis qadar KHaana-e-aa.iina hai viiraa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n Darte ho ushshaaq kii be-hauslagii se
yaa.n to ko.ii suntaa nahii.n fariyaad kisuu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
haft aflaak hai.n lekin nahii.n khultaa ye hijaab
kaun saa dushman-e-ushshaaq hai.n in saato.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
'anjum' ham ushshaaq me.n uu.nchaa darja rakhte hai.n
be-shak ishq ne aisii ko.ii sanad na jaarii kii