SEARCH RESULTS
Showing search results for "कतराते"
Ghazal MATCHES FOR "कतराते"
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
log mahfil me.n bulaate hu.e katraate the
ab nahii.n dha.Dkaa ye KHud se ki kahaa.n kyaa kar aa.e.n
Shariq Kaifi
Ghazal
suune-suune daar-o-rasan batlaate hai.n
sach kahne se log bahut katraate hai.n
Nusrat Siddiqui
Ghazal
aa.ine ke saamne jaane se katraate hai.n log
aa.ina bhii kitnaa tanhaa ho rahaa hai aaj kal
Zafar Mahmood zafar
Ghazal
Imam Azam
Ghazal
qatraat-e-araq hai.n nahii.n ye silk-e-guhar hai.n
kyaa aks-fagan us ruKH-e-gulnaar ke uupar
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
Mushfiq Khwaja
Ghazal
is tarah ke bhii hame.n milte hai.n ahbaab 'aziiz'
ham se katraate bahut hai.n vo jahaa.n milte hai.n
Azeez Moradabadi
Ghazal
zindagii kaa jaa.eza lete rahe ham duur se
zindagii kaa saamnaa karne se katraate rahe
Azar Barabankavi
Ghazal
log Gaaliicho.n pe sajde se bhii katraate hai.n
teG ke saa.e me.n karte the ibaadat kaisii
Nazr Fatmi
Ghazal
rasta takte takte ik din patthar ho jaa.e.nge
mai se katraate katraate saaGar ho jaa.e.nge
Rasheed Hasrat
Ghazal
luTne vaalo.n se mizaaj-e-shaam-e-Gurbat puuchhiye
un ko kyaa maaluum jo tuufaa.n se katraate rahe
Zain Ramish
Ghazal
pahle jin saa.ncho.n se ham katraate hai.n
vaqt ke saath inhii me.n Dhalte jaate hai.n
Neelam Malik
Ghazal
luTne vaalo.n se mizaaj-e-shaam-e-Gurbat puuchhiye
un ko kyaa ma.aluum jo tuufaa.n se katraate rahe
Nazish Sahsarami
Ghazal
chamak rahe hai.n jo qatraat-e-KHuu.n sar-e-mizhgaa.n
ye ehtimaam-e-charaaGaa.n hai aap hii ke liye
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
dushvaar hai.n rasaa.iyaa.n daamaan-e-dost tak
qatraat-e-ashk khulte nahii.n chashm-e-tar se aap