SEARCH RESULTS
Showing search results for "कर्बला"
Ghazal MATCHES FOR "कर्बला"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
taariiKH-e-karbalaa-e-suKHan! dekhnaa ki mai.n
KHuun-e-jigar se likh ke varaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
na harf-e-haq, na vo mansuur kii zabaa.n, na vo daar
na karbalaa, na vo kaTte saro.n ke nazraane
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
qatl-e-husain asl me.n marg-e-yaziid hai
islaam zinda hotaa hai har karbalaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
jo shaam aa.ii to phir shaam kaa lagaa darbaar
jo din hu.aa to vo din karbalaa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
ho rahii.n hai.n shahaadate.n mujh me.n
aur mai.n chup huu.n karbalaa kii tarah
Fahmi Badayuni
Ghazal
karbalaa dasht-e-mohabbat ko banaa rakkhaa hai
kyaa Gazal-go.ii hai kyaa marsiya-KHvaanii merii
Aitbar Sajid
Ghazal
karbalaa nahii.n lekin jhuuT aur sadaaqat me.n
kal bhii ja.ng jaarii thii ab bhii ja.ng jaarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
makka gayaa madiina gayaa karbalaa gayaa
jaisaa gayaa thaa vaisaa hii chal phir ke aa gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye karbalaa kii zamii.n hai ise salaam karo
yahaa.n zamiin se patthar bhii nam nikalte hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
'aniis' bech ke jaa.n apnii hind se niklo
jo tosha-e-safar-e-karbalaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
zamiin jab bhii hu.ii karbalaa hamaare liye
to aasmaan se utraa KHudaa hamaare liye
Obaidullah Aleem
Ghazal
aaj kii hai jo karbalaa kal pe hai us kaa faisla
aaj hii aap ne agar jashn manaa liyaa to kyaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
isii ne mujh ko chaTaano.n ke hausle baKHshe
vo karbalaa-e-fanaa thii ki kaargaah-e-jadal
Ahmad Faraz
Ghazal
tuu saraapaa ajr ai zaahid mai.n sar-taa-paa gunaah
baaG-e-jannat terii KHaatir karbalaa mere liye
Meer Anees
Ghazal
natiija karbalaa se muKHtalif ho yaa vahii ho
madiina chho.Dne kaa faisla karnaa pa.Degaa
Iftikhar Arif
Ghazal
is qaafile ne dekh liyaa karbalaa kaa din
ab rah gayaa hai shaam kaa baazaar dekhnaa