SEARCH RESULTS
Showing search results for "कलियो"
Ghazal MATCHES FOR "कलियो"
Ghazal
ko.ii to habs-e-havaa se ye puuchhtaa 'mohsin'
milaa hai kyaa use kaliyo.n ko be-numuu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
ai andaliib tujh ko lage kab havaa-e-ishq
kaliyo.n kii tarah tujh me.n na phuuTe hazaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaliyo.n kaa tabassum ho, ki tum ho ki sabaa ho
is raat ke sannaaTe me.n, ko.ii to sadaa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
KHud ko poshiida na rakkho band kaliyo.n kii tarah
phuul kahte hai.n tumhe.n sab log to mahkaa karo
Manzar Bhopali
Ghazal
Meeraji
Ghazal
kaliyo.n kii tarah phuuT sar-e-shaaKH-e-tamannaa
KHushbuu kii tarah phail chaman-taa-ba-chaman tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
jo dekhaa kaliyo.n ko tujh par nisaar hote hu.e
to rang ban ke fazaa me.n bikhar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
sabab ye hote hai.n har sub.h baaG jaane ke
sabaq pa.Dhaate hai.n kaliyo.n ko muskuraane ke
Saail Dehlvi
Ghazal
yuu.n muskuraa.e jaan sii kaliyo.n me.n pa.D ga.ii
yuu.n lab-kushaa hu.e ki gulistaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
kaa.nTe jo lage.n haath to kuchh Gam nahii.n 'saaGar'
kaliyo.n ko har ik gaam pe bikhraa ke guzar jaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
so.e patto.n kii tarah jaagtii kaliyo.n kii tarah
KHaak me.n gum to kabhii KHaak se paidaa chehre
Jameel Malik
Ghazal
aavaaz me.n kaliyo.n ke chaTakne kii lataafat
raftaar me.n bahte hu.e naGmaat kaa aalam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
us ke to naam se vaabasta hai kaliyo.n kaa gudaaz
aa.nsuu.o tum se to patthar bhii pighal jaate rahe
Mustafa Zaidi
Ghazal
kaliyo.n ko tuu ne chaT chaT ai baaGbaa.n jo to.Daa
bulbul ke dil jigar ko zaalim lagii hai kyaa chaT
Meer Taqi Meer
Ghazal
sad-shukr ki hai un kaa tabassum bhii hamii.n par
kaliyo.n me.n jinhe.n Guncha-dahan ham ne banaayaa