SEARCH RESULTS
Showing search results for "कासा-ब-दस्त"
Ghazal MATCHES FOR "कासा-ब-दस्त"
Ghazal
kise KHabar hai ki kaasa-ba-dast phirte hai.n
bahut se log saro.n par humaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
kaasa-ba-dast ghuum rahii hai.n sharaafate.n
ab un ko mu.nh chhupaane kii haajat nahii.n rahii
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
a.ndherii raat me.n kaasa-ba-dast baiThaa huu.n
nahii.n ye aas ki aa.nkho.n me.n raushnii aa.e
Sulaiman Areeb
Ghazal
kaasa-ba-dast kitne hai.n shahro.n me.n gaa.nv me.n
Gurbat kii lambii lambii qataaro.n se puuchhiye
Sahir Lakhnavi
Ghazal
jo apne KHvaab me.n kaasa-ba-dast paa.e ga.e
unhii pe qarz hai apne liye du'aa karnaa
Humaira Rahman
Ghazal
sahraa-e-tishnagii me.n huu.n kaasa-ba-dast me.n
nazro.n ke saamne hai.n saraabo.n ke silsile
Bahzad Fatami
Ghazal
mai.n kaasa-ba-dasto.n ke qabiile kaa huu.n lekin
KHush-qismatii se haath mire shal nikal aa.e
Aqeel Shah
Ghazal
zindagii re.ngtii phirtii hai yahaa.n kaasa-ba-kaf
us ko ab vaqt kaa aa.iina dikhaa.o yaaro
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
roTii bhii khilaa.ii to mujhe kaasa-ba-kaf ne
baaqii na ko.ii bhuuk kii guftaar ko samjhaa
Parveen Sultana Saba
Ghazal
dar-ba-dar hotii rahii apnii anaa kaasa-ba-kaf
sar bhii KHam hotaa rahaa qarz chukaane ke liye
Shakeel Haidar
Ghazal
ek zarb aur bhii ai zindagii-e-tesha-ba-dast
saa.ns lene kii sakat ab bhii mirii jaan me.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
ba-dast-e-aql-o-KHirad ye sa.nvar na paa.egii
sa.nvaaro zulf-e-pareshaan ishq ke haatho.n
Ibrahim Noori
Ghazal
galii me.n taak me.n baiThe hai.n tifl-e-sa.ng-ba-dast
ai merii KHvaahish-e-ayyaar aa.ngano.n tak rah
Jawayd Anwar
Ghazal
sub.h-e-subuu-ba-dast se ab ke mile.nge ham
daar-o-rasan pe aa.e hai.n rindaana KHvaab me.n