SEARCH RESULTS
Showing search results for "किताबत"
Ghazal MATCHES FOR "किताबत"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
surma.ii aa.nkh hasii.n jism gulaabii chehraa
is ko kahte hai.n kitaabat pe kitaabat karnaa
Liaqat Jafri
Ghazal
haa.e re hasrat-e-diidaar mirii haa.e ko bhii
likhte hai.n haa-e-do-chashmii se kitaabat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
badal ke ham ne tariiqa KHat-o-kitaabat kaa
chhupaa liyaa hai zamaane se raaz ulfat kaa
Syed Arif Ali Arif
Ghazal
Rafi Raza
Ghazal
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
qatl-e-qaasid pe kamar baa.ndhii hai 'shola' us ne
KHat kitaabat kii mulaaqaat hai ye bhii na sahii
Shola Aligarhi
Ghazal
kaaGaz kii sadaaqat huu.n go vaqf-e-kitaabat huu.n
safho.n se ibaarat huu.n khulnaa hai muhaal apnaa
Muhib Aarfi
Ghazal
gheraa jo mujhe daa.era-e-ranj-o-alam ne
kyaa mere muqaddar kii kitaabat nahii.n achchhii
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
Kokab Muradabadi
Ghazal
bayaaz-e-dil kii kare.n to kare.n kahaa.n islaah
kitaabat aisii hu.ii hai ki haashiye hii nahii.n
Mohammad Aazam
Ghazal
terii barso.n kii kitaabat kahii.n barbaad na ho
dil-e-naashaad ko ai vaqt na kar shaad raqam