SEARCH RESULTS
Showing search results for "कीड़े"
Ghazal MATCHES FOR "कीड़े"
Ghazal
kaaGaz me.n dab ke mar ga.e kii.De kitaab ke
diivaana be-pa.Dhe-likhe mash.huur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
aadat sii pa.D ga.ii hai jo tanqiis kii mujhe
kii.De nikaaltaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
ham to zamii.n par re.ngne vaale kii.De hai.n
ham ne kab hijrat se Darnaa hotaa hai
Imran Aami
Ghazal
jo tirii yaad ke kii.De hai.n badan ke andar
vo mirii ruuh ko khaate hai.n plus piite hai.n
Faiz Khalilabadi
Ghazal
mire kheto.n se chi.Diyaa.n u.D ga.ii hai.n
mire kheto.n me.n kii.De rah ga.e hai.n
Idris Azad
Ghazal
ye ahl-e-fan me.n bhii kii.De nikaal dete hai.n
hasad kaa tauq jo hai.n gardano.n me.n Daale hu.e
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
ab jaane duulhaa-bhaa.ii me.n kyaa kii.De pa.D ga.e
jaane ko man.a karte hai.n baajii ke ghar mujhe
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
tuu apnii fikr ko kuchh bhii samajh magar 'taahir'
kisii ke sher me.n kii.De nikaaltaa kyo.n hai
Tahir Tilhari
Ghazal
Ahmed Arsalan
Ghazal
bekaar kar rahe hai.n shikaayat nasiib se
resham ke kii.De paalne vaale kapaas me.n
Chand Kakralvi
Ghazal
tag-o-taaz-e-nafas hai maut ke madd-e-muqaabil
lahuu insaan kaa naadiida kii.De pii rahe hai.n
Asim nadeem Asi
Ghazal
mak.Diyo.n ke jaalo.n me.n jaise kii.De ho.n be-bas
uljhe hai.n kuchh aise hii ahl-e-fikr uljhan me.n