SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़म-ए-गेसू"
Ghazal MATCHES FOR "ख़म-ए-गेसू"
Ghazal
rakhnaa KHam-e-gesuu me.n yaa dil ko rihaa karnaa
kuchh kah to sahii zaalim aaKHir tujhe kyaa karnaa
Naseem Bharat Puri
Ghazal
har taaza vaarid-e-KHam-e-gesuu ko dekh kar
mujh ko phir apnaa ahd-e-tamannaa dikhaa.ii de
Shaz Tamkanat
Ghazal
kyo.n pareshaa.n ho KHam-e-gesuu par
dil jo uljhe to na suljhaa.iyegaa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
KHam-e-gesuu ko chhu.aa thaa kis ke
shab se gulshan me.n sabaa-bandii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
miTaa miTaa ke banaa.e ga.e KHam-e-gesuu
pa.Dii girah pe girah ek mubtalaa ke liye
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
kab giraftaar-e-KHam-e-Gam-e-hijraa.n na rahaa
kab tire dard ne aazaar kiyaa hai barso.n
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
zinda raho mumkin hai sa.nvar jaa.e kisii roz
qismat ko.ii un kaa KHam-e-gesuu to nahii.n hai
Rais-Us-Shakri
Ghazal
qaus-e-abruu KHam-e-gesuu shikan-e-peshaanii
aaj bhii ishq ke pechiida masaa.il to nahii.n
Mani Nagpuri
Ghazal
mashshaata-garii apnii sabaa laakh dikhaa de
pahu.nche KHam-e-gesuu ko tire kab shikan-e-mauj
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
dil kisii ke KHam-e-gesuu me.n pha.nsaa baiThaa huu.n
is ko kahte hai.n giraftaar-e-balaa ho jaanaa
Hajir Dehlwi
Ghazal
mai.n to har har KHam-e-gesuu kii talaashii luu.ngaa
ki miraa dil hai tire gesuu-e-KHamdaar ke paas
Mubarak Azimabadi
Ghazal
ai KHam-e-gesuu-e-jaanaa.n me.n ulajhne vaalo
mas.ale dahr me.n tashriih-talab aur bhii hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
Mohammad Ali Tishna
Ghazal
Bekhud Badayuni
Ghazal
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
halqa-e-daam-e-siyaasat KHam-e-gesuu-e-butaa.n
har taraf daam bichhaa dil kii giraftaarii kaa
Mani Nagpuri
Ghazal
fasaana-e-KHam-e-gesuu me.n kaif kuchh bhii nahii.n
nizaam-e-aalam-e-zer-o-zabar kii baat karo