SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुद-सर"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ुद-सर"
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
vaqt KHud-sar hai sadaa apnii hii man-maanii kare
bahtaa dariyaa aag kar de aag ko paanii kare
Kabir Ahmad Jaisi
Ghazal
Khawar Rizvi
Ghazal
fikr-o-nazar kii jang hai KHud sar ke saamne
ik sabz inqalaab hai patthar ke saamne
Bismil Aazmi
Ghazal
na hu.aa par na hu.aa vo but KHud sar apnaa
tujh se insaaf hai ai daavar-e-mahshar apnaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
KHud-sar thaa KHud-Garaz bhii thaa vo bad-mizaaj bhii
Thukraa chukaa hai is liye us ko samaaj bhii
Rana Mazhari Dehlvi
Ghazal
kaisaa KHuluus kis kii mohabbat kahaa.n kaa ishq
mahshar me.n daaman-e-but-e-KHud-sar hai aur ham
Rasheed Rampuri
Ghazal
shahr-e-jaa.n par jo tirii yaad kaa lashkar TuuTaa
ek hamle me.n hisaar-e-dil-e-KHud-sar TuuTaa
Ali Minai
Ghazal
takliif hamesha dil-e-KHud-sar ne uThaa.ii
aa.ii hai.n balaa.e.n bahut us ek balaa par
Safi Aurangabadi
Ghazal
dekhiye maah o sitaara ghuumiye arz o samaa
chaliye baahar baad-e-KHud-sar kii savaarii kiijiye
Ahmad Shahryar
Ghazal
faiz-e-ustaad se KHaalii nahii.n ko.ii shaa.ir
yuu.n to mahfil me.n bahut ‘shaa.ir’-e-KHud-sar dekhe
Shayar Fatehpuri
Ghazal
puuchhte kaash kabhii ham se butaan-e-KHud-sar
dil kaa kyaa haal hai kyo.n haath me.n paimaana hai
Zahid Ali Khan Asar
Ghazal
na ban sakii dil-e-KHud-sar se aaj tak merii
mai.n ko.ii baat kahuu.n merii maantaa hii nahii.n
Asar Ansari
Ghazal
Deepak Qamar
Ghazal
sar me.n kyaa sho.ala-e-KHud-sar hai ki niiche har shai
mom kii tarah pighaltii hii chalii jaatii hai
Hassaan Haider
Ghazal
kah ke dekhe.nge ba-har-taur magar pahle bhii
dil-e-KHud-sar ne ko.ii baat kahaa.n maanii hai