SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुश-बाश"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ुश-बाश"
Ghazal
bas yahii soch ke KHush-baash rahaa jaane lagaa
tujh ko afsos to ho haath se kyaa jaane lagaa
Sajid Raheem
Ghazal
is liye lagtaa huu.n KHush-baash hazii.n ho kar bhii
saath rahtaa hai ko.ii saath nahii.n ho kar bhii
Usama Asar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ha.nstii-bastii raaho.n kaa KHush-baash musaafir
rozii kii bhaTTii kaa ii.ndhan ban jaataa hai
Zehra Nigaah
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
bichha.D kar bhii ha.nsuu.n KHush-baash rah luu.n
munaafiq huu.n magar itnaa nahii.n huu.n
Ali Ul-Hasnain
Ghazal
aaj dekhaa hai parindo.n ko chahakte 'aamir'
yaad aaya hai vo KHush-baash tabii.at vaalaa
Ashfaq Amir
Ghazal
log KHush-baash hai.n kitne na.ii colony ke
aur parinde hai.n daraKHto.n kii azaa-daarii me.n
Ali Arman
Ghazal
dil ko mohabbato.n se kiyaa tuu ne maalaa-maal
KHush-baash tiirgii me.n utaarii hai raushnii
Nomaan Shauque
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Manish Shukla
Ghazal
chaa.nd vaise bhii nazar aataa hai KHush-baash sadaa
aaj to KHair samundar kaa bulaavaa bhii hai
Sajid Raheem
Ghazal
dil ko bahut sukuun use dekh ke milaa
KHush-baash hai.n vo KHuub mujhe bhuul-bhaal ke
Shagufta Shafiq
Ghazal
ab aabla-paa.ii hai lamho.n kii giraanii hai
KHush-baash ga.e the jo vo siina-figaar aa.e
Aila Tahir
Ghazal
ye alag baat ki KHush-baash nazar aate hai.n
varna jo haal hamaaraa hai KHudaa jaantaa hai
Imran Nazeer Maani
Ghazal
qaid me.n tere mai.n KHush-baash jiyaa kartaa thaa
is liye to kabhii chaahii na rihaa.ii mai.n ne