SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ैरियत"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ैरियत"
Ghazal
ilaahii mire dost ho.n KHairiyat se
ye kyuu.n ghar me.n patthar nahii.n aa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye inaayate.n Gazab kii ye balaa kii mehrbaanii
merii KHairiyat bhii puuchhii kisii aur kii zabaanii
Nazeer Banarasi
Ghazal
zindagii ko zaKHm kii lazzat se mat mahruum kar
raaste ke pattharo.n se KHairiyat ma.aluum kar
Rahat Indori
Ghazal
'vasiim' shahr me.n sachchaa.iyo.n ke lab hote
to aaj KHabro.n me.n sab KHairiyat nahii.n hotii
Waseem Barelvi
Ghazal
ka.abe me.n KHairiyat to hai sab hazrat-e-'KHumaar'
ye dair hai janaab yahaa.n kaise aa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
KHushii ye hai ki mire ghar se phone aayaa hai
sitam ye hai ki mujhe KHairiyat bataanaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
kahii.n rahe vo magar KHairiyat ke saath rahe
uThaa.e haath to yaad ek hii du.aa aa.ii
Parveen Shakir
Ghazal
kushaad-e-dil pe baa.ndhii hai kamar aaj
nahii.n hai KHairiyat band-e-qabaa kii
Momin Khan Momin
Ghazal
KHairiyat kyaa puuchhte ho gesuu-e-haalaat kii
vaqt hii uljhaa gayaa thaa vaqt hii suljhaa gayaa
Nazeer Banarasi
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
mizaaj puuchhne vaalo.n se KHairiyat terii
tiraa mariiz tiraa niim-jaan puuchhtaa hai
Nawaz Deobandi
Ghazal
KHairiyat puuchhtaa hai sirf dikhaave ke liye
vo mire haal se anjaan nahii.n hotaa hai
Himanshi Babra
Ghazal
KHairiyat puuchhte hai.n log ba.De tanz ke saath
jurm bas ye hai ki ik shoKH kaa ham-saaya huu.n
Mazhar Imam
Ghazal
jal gayaa meraa nasheman ye to mai.n ne sun liyaa
baaGbaa.n to KHairiyat se hai sabaa gulzaar me.n