SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ोशा-ए-गंदुम"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ोशा-ए-गंदुम"
Ghazal
tohmat-e-KHosha-e-gandum hai abhii tak sar par
ham uchhaale bhii ga.e ham ki giraa.e bhii ga.e
Nasr Ghazali
Ghazal
jannat se nikaalaa na jahannum se nikaalaa
us ne to mujhe KHosha-e-gandum se nikaalaa
Sohail Akhtar
Ghazal
in zamiino.n hii pe kyaa KHosha-e-gandum ke liye
aasmaano.n se chalaa aayaa huu.n saazish kartaa
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
ham KHosha-e-gandum ko jannat se yahaa.n laa.e
phir bhii tire diivaane duniyaa me.n rahe bhuuke
Zafar Ghauri
Ghazal
amiiro.n hii ke liye mat bahaa pasiine ko
ugaa to KHosha-e-gandum bhii za.afraan ke saath
Syed Shiban Qadri
Ghazal
aadam ne ek KHosha-e-gandum ko kyaa kiyaa
mujrim kabhii jo bhuuk se insaa.n hu.aa to kyaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
bas ek KHosha-e-gandum aur aisii dar-ba-darii
vo aasmaa.n ko zamii.n par utaarne kaa 'amal
Nadeem Fazli
Ghazal
jis kii niiyat me.n daGaa hai aap hotaa hai KHaraab
KHosha-e-gandum ko dekho kab se daataa-daan hai
Meer Soz
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
KHosha-e-umr se girte rahe saa.aat-e-giraa.n
KHosha-e-umr me.n ab vaqt ke daane na rahe
Syed Jafar Amir
Ghazal
kyo.n na ho ishq-e-husn-e-gandum-guu.n
mai.n bhii aaKHir huu.n nasl-e-aadam me.n
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
'majruuh' kahaa.n se guhar-e-gandum-o-jau laa.e.n
apnii to girah me.n yahii chashm-e-nigaraa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
panap sakaa na KHayaabaa.n me.n laala-e-dil-soz
ki saazgaar nahii.n ye jahaan-e-gandum-o-jau
Allama Iqbal
Ghazal
ik aah-e-garm ne jhulsaa.e KHosha-e-anjum
tamaam khetii tirii aasmaan suukh ga.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
hai ai 'siraaj' har shab mahtaab-ruu ke Gam me.n
aa.nsuu kaa mere jhamkaa jyuu.n KHosha-e-surayyaa