SEARCH RESULTS
Showing search results for "गड़"
Ghazal MATCHES FOR "गड़"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kitne hii pe.D KHauf-e-KHizaa.n se uja.D ga.e
kuchh barg-e-sabz vaqt se pahle hii jha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
miraa tesha zamii.n me.n ga.D gayaa hai
junuu.n kii haar hotii jaa rahii huu.n
Ambarin Salahuddin
Ghazal
us par bhii dushmano.n kaa kahii.n saaya pa.D gayaa
Gam saa puraanaa dost bhii aaKHir bichha.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aise kuchh haath bhii hote hai.n ki jin ke ka.ngan
to.Dne vaale ke ehsaas me.n ga.D jaate hai.n
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
ik KHvaab chhan se TuuT ke aa.nkho.n me.n ga.D gayaa
itnaa ha.nse ki chiiKH ke ronaa bhii pa.D gayaa
Manish Shukla
Ghazal
kahaanii ban ga.e duniyaa me.n ham bhii
ko.ii qissa puraanaa gha.D rahaa hai
Rukhsana amrohvii
Ghazal
Ghaus Siwani
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
dil me.n ga.D jaatii hai jab saa.at-e-maazii kii saliib
vaqt ruk jaataa hai insaan guzar jaataa hai
Abdullah Javed
Ghazal
dekhaa tujhe jo KHuun-e-shahiidaa.n se surKH-posh
turk-e-falak zamii.n me.n KHajaalat se ga.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ho.nkte dasht me.n ik Gam kaa samundar dekho
tum kisii roz agar dil me.n utar kar dekho
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
dil-doz nigah yaar kii hotii hai muqaabil
barchhii kii anii sii mire siine me.n ga.ii ga.D