SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़ाफ़िलों"
Ghazal MATCHES FOR "ग़ाफ़िलों"
Ghazal
Gaafilo.n ke lutf ko kaafii hai duniyaavii KHushii
aaqilo.n ko be-Gam-e-uqbaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud hai namaaz-e-ahl-e-hayaat
jo ye qazaa ho to ai Gaafilo qazaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
havaa me.n phirte ho kyaa hirs aur havaa ke liye
Guruur chho.D do ai Gaafilo KHudaa ke liye
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ham se kuchh aage zamaane me.n hu.aa kyaa kyaa kuchh
to bhii ham Gaafilo.n ne aa ke kyaa kyaa kuchh
Meer Taqi Meer
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
sahar ko sham jalaane kii baat kartaa huu.n
ye Gaafilo.n ko jagaane kii baat kartaa huu.n
Shaad Aarfi
Ghazal
saraa-e-dahr me.n so.oge Gaafilo kab tak
uTho to kyaa tumhe.n jaanaa nahii.n vatan kii taraf
Nazm Tabatabai
Ghazal
chup raho duur karo mu.nh na miraa khulvaa.o
Gaafilo zaKHm-e-zabaa.n kaa nahii.n marham paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
raat aa.ndhii aane par u.D ga.e the KHeme sab
Gaafilo.n ne mushkil se kuchh tanaab Dhuu.nDe hai.n
Zameer Atraulvi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
bahaa duu.n aise ka.ii daftar ashk kii rau me.n
kiye hai.n jamaa are Gaafilo bhale kaaGaz
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
karte ho fikr Gaafilo kyaa ghar ke vaaste
duniyaa me.n sab muqiim hai.n dam bhar ke vaaste
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Gaafilo jaante ho ramz-e-hayaat
maut aatii hai zindagii ke liye
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
KHaana-e-dahr hai goyaa ki musaafir-KHaana
Gaafilo nii.nd sar-e-bistar-e-raahat kaisii
Hajir Dehlwi
Ghazal
maqaam-e-ibrat-o-hasrat saraa-e-faanii hai
banaa liyaa hai jise Gaafilo.n ne ghar apnaa