SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़ैरत-ए-यूसुफ़"
Ghazal MATCHES FOR "ग़ैरत-ए-यूसुफ़"
Ghazal
banaa diyaa mirii chaahat ne Gairat-e-yuusuf
tum apnii garmii-e-baazaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
ku.n.e.n jhukaa.o na un ko zaraa dikhaa.o jamaal
tumhaaraa Gairat-e-yuusuf hai kaarvaa.n mushtaaq
KHanjar ajmerii
Ghazal
jaatii hai aise Gairat-e-yuusuf par apnii jaan
saaraa jahaa.n hai jis kaa KHariidaar aaj-kal
Wafa Lakhnavi
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
aaj-kal paas hai phir naqd-e-dil-e-zaar 'rashiid'
phir kisii Gairat-e-yuusuf kii KHariidaarii ho
Rasheed lakhnavi
Ghazal
in dino.n hazrat-e-yuusuf kii vo naa-qadrii hai
nahii.n bu.Dhiyaa bhii KHariidaar burii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bahr-e-KHudaa na chhe.Diye yuusuf kaa vaaqi.a
be-aabruu hu.aa na ko.ii is qadar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Waqas Yusuf
Ghazal
dekh ai chashm-e-zuleKHaa qadr apne pyaar kii
aaj phir yuusuf ke bhaa.ii hai.n KHariidaaro.n ke saath
Yusuf Zafar
Ghazal
'yuusuf' apne dard kii suurat-garii karte hu.e
KHud bhii lauh-e-KHaak par tasviir honaa hai mujhe
Yusuf Hasan
Ghazal
Gairat-e-ishq kaa ye ek sahaaraa na gayaa
laakh majbuur hu.e un ko pukaaraa na gayaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
gunaah kyaa hai jo dil se aziiz rakhte hai.n
bane ho yuusuf-e-saanii to chaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
chaahte hai.n ki ko.ii Gairat-e-yuusuf pha.ns jaa.e
kis qadar khoTe khare bante hai.n baazaaro.n me.n
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
nargis us Gairat-e-gul-zaar se kyaa aa.nkh milaa.e
aa.nkh bhii vo ki nahii.n jis ko mayassar palke.n