SEARCH RESULTS
Showing search results for "गुंजाइश-ए-शुक्र"
Ghazal MATCHES FOR "गुंजाइश-ए-शुक्र"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
gul-guuna-e-taraqqii-e-tahziib-o-'ilm se
shukr-e-KHudaa ki surKH hai.n ruKHsaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bulbulo.n se nahii.n gulzaar-e-zamaana KHaalii
shukr hai yaa.n bhii ham-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bosa maa.ngaa to kahaa shukr-e-KHudaa achchhaa huu.n
baat kyaa jald u.Daa.ii hai ilaahii tauba
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shukr-e-KHudaa-e-paak hai ai 'naadir'-e-hazii.n
ummat me.n ham rasuul kii kahlaa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
qaidii-e-zulf kii qismat me.n hai ruKHsaar kii sair
shukr hai baaG bhii hai murG-e-giraftaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
gunjaa.ish-e-adaavat-e-aGyaar yak taraf
yaa.n dil me.n zo.af se havas-e-yaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
gunjaa.ish-e-tasavvur-e-yak-lafz bhii nahii.n
yaa.n har kisii ke vaaste afsaana chaahiye
Anjum Rumani
Ghazal
KHayaal sahraa-e-zaat me.n us maqaam par thaa
jahaa.n ki gunjaa.ish-e-faraar-o-najaat kam thii
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Rishi Patialvi
Ghazal
Khwaja Shauq
Ghazal
us shahr kii jaanib ba.Dho ai qaafile vaalo
gunjaa.ish-e-arbaab-e-hunar KHatm na ho jaa.e
Bismil Aghai
Ghazal
naqqaad ki fan-kaar kaa mohtaat ravayya
gunjaa.ish-e-a.ngusht-numaaii nahii.n detaa
Riyasat Ali Taj
Ghazal
gunjaa.ish-e-do-shaah nahii.n ek mulk me.n
vahdaaniyat ke haq kii yahii bas daliil hai
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
ab dil pe jo guzregii faqat dil me.n rahegii
ab rasm-o-rah-e-shukr-o-shikaayaat na hogii
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
unhii ke dam se hai qaa.em vaqaar-e-sajda-e-shukr
vo log jin kii sadaa qismate.n KHaraab rahii.n
Abrar Abid
Ghazal
mire yaqiin me.n gunjaa.ish-e-daliil nahii.n
javaaz Dhuu.nDne vaale kitaab le aa.e