SEARCH RESULTS
Showing search results for "घुलना"
Ghazal MATCHES FOR "घुलना"
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
tumhe.n to chaa.ndnii ban kar fazaa me.n ghulnaa hai
shab-e-siyaah kii saarii balaa.e.n merii hai.n
Ghayas Anjum
Ghazal
har saa.ns me.n ghulnaa tirii dahliiz kii KHushbuu
har aa.nkh kaa duurii ke siyah daam me.n rahnaa
Ejaz Gul
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kahii.n anjaam aa pahu.nchaa vafaa kaa
ghulaa jaataa huu.n ab ke imtihaa.n me.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ba.De saliiqe se ab ham ko jhuuT bolnaa hai
mare na ko.ii faqat itnaa zahr gholnaa hai
Yasir Khan Inam
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Gam-e-jahaa.n se mai.n uktaa gayaa to kyaa hogaa
KHud apnii fikr me.n ghulne lagaa to kyaa hogaa
Jawad Sheikh
Ghazal
ghulaa hai dard fazaa.o.n me.n is tarah 'saadiq'
ki jaan jaatii hai ik baar muskuraate hu.e
Ahtamam Sadiq
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
us saa.nvle se jism ko dekhaa hii thaa ki bas
ghulne lage zabaa.n pe maze chaakleT ke
Shahid Kabir
Ghazal
tirii ye pahlii mohabbat hai tujh ko kyaa ma.aluum
ghulaa diyaa mujhe is aaKHirii mohabbat ne