SEARCH RESULTS
Showing search results for "छाएगी"
Ghazal MATCHES FOR "छाएगी"
Ghazal
zulfo.n se jo us kii chhaa.egii raat
chehre se ayaa.n qamar bhii hogaa
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Ghazal
ghaTaa.e.n yaas kii chhaa.e.ngii chhaT bhii jaa.e.ngii
hujuum-e-dard me.n qaabuu havaas par rakhnaa
Rasikh Irfani
Ghazal
kisii fursat kii shab dil par udaasii chhaa.egii aur
kisii masruuf din par mushtamil ho jaa.egaa Gam
Kamran Nafees
Ghazal
raat hone do yahaa.n par barhanaa.ii chhaa.egii
vo havas me.n dekhnaa haivaan hotaa jaa.egaa
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
chhaa.egii hashr me.n jo ghaTaa lutf-e-aam kii
rahmat karegii KHud hii gunahgaar kii talaash
Muztar Muzaffarpuri
Ghazal
Azmat Bhopali
Ghazal
ik gard chhaa.egii tire momii dimaaG par
thamne de aa.ndhiyo.n ko abhii khi.Dkiyaa.n na khol
Hakeem Manzoor
Ghazal
kab harii hogii tamannaa.o.n kii khetii yaa-rab
chhaa.egii jhuum ke rahmat kii ghaTaa kaun se din
Sahir Bhopali
Ghazal
raqs-e-furqat mai.n karuu.ngaa to kiye jaa.uu.ngaa
abr vahshat kaa jo chhaa.egaa to chhaa jaa.egaa
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
aa.ine se kab talak tum apnaa dil bahlaa.oge
chhaa.e.nge jab jab a.ndhere KHud ko tanhaa paa.oge
Dinesh Thakur
Ghazal
chhoTii chhoTii KHvaahisho.n kaa qatl hote dekh kar
umr kaa ehsaas ruKH par gard ban ke chhaa.egaa
Krishn Adeeb
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
abr chhaa.egaa to barsaat bhii ho jaa.egii
diid hogii to mulaaqaat bhii ho jaa.egii
Aziz Warsi
Ghazal
shaam hote hii dimaaGo.n pe junuu.n chhaa.egaa
ko.ii afvaah u.Daa de.nge tire shahr ke log
Aziz Qadri
Ghazal
uThaa kar ek baar un ko lagaa lo apne ho.nTo.n se
chu.e.ngii aasmaa.n ko qiimate.n un aabgiino.n kii
Shobha Kukkal
Ghazal
zar bhii zamii.n bhii nuur-e-mohammad bhii hai tiraa
ik saath chal ke dekh zamaane pe chhaa.egaa