SEARCH RESULTS
Showing search results for "छिछलती"
Ghazal MATCHES FOR "छिछलती"
Ghazal
kaa.nTo.n me.n ghire phuul ko chuum aa.egii lekin
titlii ke paro.n ko kabhii chhilte nahii.n dekhaa
Parveen Shakir
Ghazal
mundamil hone pe aa.e.n to chhi.Daktii hai namak
zaKHm dil ke mire bharne nahii.n detii duniyaa
kanval Dibaivi
Ghazal
kitne zaKHm chhilte hai.n kitne phuul khilte hai.n
gaah tere aane se gaah tere jaane se
Nusrat Siddiqui
Ghazal
ye aks aap hii bante hai.n ham se milte hai.n
ki naaKHuno.n ke baGair apne zaKHm chhilte hai.n
Ahmad Ata
Ghazal
kisii ke saaya-e-gesuu kii baat chhi.Dtii hai
mire qariib rahe.n gardishe.n zamaane kii
Mazhar Imam
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
aataa hai yaad phuul ke dekhe sii.n gul-badan
aashiq kaa chhiiltii hai jigar bulbulo.n kii haa.nk
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Ishq Aurangabadi
Ghazal
chhi.Dtii hai jab bhii un kii nigaah-e-karam kii baat
lagtaa hai baar baar Gazal kah rahe hai.n ham
Zubaida Tahseen
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
chhilte the badan jin ke havaa.o.n se vahii gul
bulbul ke hai.n sab qatl pe KHaamosh ai jaanaa
Atif Khan
Ghazal
vo rang jis pe chhi.Daktii hai jaan har titlii
mire KHudaa ne mire aacharan me.n rakh diyaa hai
Faiz Khalilabadi
Ghazal
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
vo saaz-e-hastii kii chhi.Dtii hu.ii ko.ii sargam
lab-e-hayaat kaa bosa dikhaa.ii detaa hai
Puja Parastish
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
zindagii kii taabnaakii daulat-o-sarvat se kyo.n
chhichhle dariyaa roz hii ba.Dhte rahe ghaTte rahe
Wajahat Ali Sandailvi
Ghazal
ishq kii aag pe ye tel chhi.Daktii hai miyaa.n
KHushk aa.nkho.n se jo ashko.n kii la.Dii aatii hai