SEARCH RESULTS
Showing search results for "जश्न-ए-बहार"
Ghazal MATCHES FOR "जश्न-ए-बहार"
Ghazal
KHizaa.n kaa sog yaa jashn-e-bahaar karte hu.e
kaTii hai umr tiraa intizaar karte hu.e
Ahmad Azeem
Ghazal
gesuu jo khole raat ne aa.nkhe.n diyaa banii.n
jo raunaq-e-'bahaar' thaa jaane kidhar gayaa
Baharunnisa Bahar
Ghazal
Baharunnisa Bahar
Ghazal
'bahaar' luuT liyaa kis ne qaafila dil ka
ye kis ne zulm ke haatho.n me.n rahbarii de dii
Abdullah Bahar
Ghazal
titliyo.n ko rok lo jaane na do baad-e-sabaa
ab 'bahaar'-e-be-KHizaa.n kaa hai guzaaraa ret par
Baharunnisa Bahar
Ghazal
hazrat-e-ayyuub ko kyaa pa.Dh liyaa tum ne 'bahaar'
saabiro.n kii zindagii par tabsira karne lage
Abdullah Bahar
Ghazal
Baharunnisa Bahar
Ghazal
sab parinde bach ga.e hai.n mausamo.n kii gard se
ab 'bahaar'-e-gulsitaa.n aa.ii ye uThtaa shor hai
Baharunnisa Bahar
Ghazal
ham ahl-e-Gam kaa kyaa ki bahaar un ke naam par
bahlaa diyaa kisii ne to aksar bahal ga.e
Bahar Barni
Ghazal
aas ke pur-kaif mausam kaa asar kaisaa lagaa
is bahaar-e-nau-shagufta kaa samar kaisaa lagaa
Baharunnisa Bahar
Ghazal
baiThii huu.n umiido.n pe 'bahaar' aa.egii shaayad
yuu.n aas-jaziire ko tah-e-KHaak na karnaa
Baharunnisa Bahar
Ghazal
ik milan-rut aa.ii thii mere liye lekin 'bahaar'
is fazaa me.n daf'atan shaam-e-judaa.ii ho ga.ii
Baharunnisa Bahar
Ghazal
kal sub.h bahaar-e-gul thii raqs-kunaa.n har-suu
gulshan ko tirii KHushbuu diivaana banaa aa.ii
Bahar Barni
Ghazal
TuuTe dilo.n ke aa.ina-KHaane hii ai 'bahaar'
shiisha kabhii bane to kabhii jaam-e-jam hu.e
Bahar Barni
Ghazal
mausam-e-dil pe jab se 'bahaar' aa ga.ii
aarzuu.o.n-bharii titliyaa.n khul ga.ii.n