SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ात-ए-क़दीम"
Ghazal MATCHES FOR "ज़ात-ए-क़दीम"
Ghazal
uTThaa na baar jalva-e-zaat-e-qadiim kaa
itnaa thaa zarf daava-e-chashm-e-kaliim kaa
Rasheed Rampuri
Ghazal
shaiKH-e-zamaa.n qadiim ravish ke buzurg hai.n
kitnaa ba.Daa hai gumbad-e-dastaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
apne baare me.n to ham ne kabhii sochaa hii nahii.n
kyaa bataa.e.n ki Gam-e-zaat kise kahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
KHud-aagahii ne lahuu me.n Dubo diyaa mujh ko
shu.uur-e-zaat kii aisii milii sazaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ham to haazir hai.n par ai silsila-e-jaur-e-qadiim
KHatm kab virsa-e-ajdaad karegii duniyaa
Qateel Shifai
Ghazal
vahii KHaraaba-e-imkaa.n vahii sifaal-e-qadiim
humak rahaa hai kahii.n dil me.n ik KHayaal-e-qadiim
Saeed Ahmad
Ghazal
Talib Dehlavi
Ghazal
dil hai maa-qabl-e-qadiim aa.nkh hai maa-ba.ad-e-jadiid
hastii apne hii tazaadaat se Takraatii hai
Shahid Makuli
Ghazal
be-niyaazii ye nahii.n gum-shudagii hai ai dost
ki mujhe rabt-e-qadiim-e-dar-o-sar yaad nahii.n
Ijtiba Rizvi
Ghazal
mai.n imtizaaj-e-qadiim-o-jadiid huu.n 'kaamii'
so ism-e-asr hii pa.Dhnaa mujhe bulaate hu.e
Kaami Shah
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
apnii poshaak se hushyaar ki KHuddaam-e-qadiim
dhajjiyaa.n maa.ngte hai.n apne garebaano.n kii